My great-great-great-grandmother walked as a slave from Virginia to Eatonton, Georgia... It is in memory of this walk that I chose to keep and to embrace my "maiden" name, Walker.
Ehsas jab hoga pachhtaoge, dhundhoge hame par
na paoge
Bhul pe apni nada honge, ki hai ye kya kar baithe
Par jakham tera to tabij bana kar gale laga baithe
Pathar ho tum, ham ‘Avinash’ jo har dard bhula
baithe..
गर्ल:- मैं तुम्हारे लिए आग पे चल सकती हूँ…
नदी में कूद सकती हूँ…
लड़का:- लव यू जानू..
क्या तुम मुझे अभी मिलने आ सकती हो…
.
.
गर्ल:- पागल हो क्या इतनी धूप में…
Kitabo ke panne palat ke sochte hai,Yun palat jaye zindgi to kya bat hai.
Tamanna jo puri ho khwabo me,
Haqikat ban jae to kya bat hai.
Kuch log matlab
ke liye dhundte hai mujhe,
Bin matlab koi aye to kya bat hai.
Katl kar ke to sab le jayenge dil mera,
Koi baato se le jaye to kya baat hai.
Jo sharifo ki sharaft me baat na ho,
1 sharabi keh jaye to kya baat he.
Zinda rehne tak to khushi denge sabko,
Kisiko meri maut pe khushi mil jaye to kya bat hai.
GIRL TO BOY:- Jab tum log girls ko I LOVE YOU kahte ho
to un ka haath Kyu pakad lete ho
BOY:-bas apni hifaazat ke liye
kahi thapad na mar de.....:-D
{PK SHARMA}
Pyar usse iss qadar karta chala jaaun,
Wo zakhm de aur main bharta chala jau
Usski zid hai ki wo mujhe maar hi dale,
To meri b zid hai ki uspe marta chala jaau
Kehne kehne mein poori zindagi nikal gayi, Phir bhi keh na paaye tumse hum;
Aur jab kehna ka aaj samay aaya, To keh na paaye dil ki baat hum, Issi liye likhkar keh rahe hain tumse
Dil ki baat is kavita mein,
Isi ummeed mein jee rahe hain Ki aapka pyar milega Humein. Happy Valentine Day.