• Categories
  • Love You   314
  • Mohbbat Ek Mukaddr H Koi Khwab Nhi Ye Wo Rishta H Jisme Sb Kamyab Nhi, Jinhe Mila Sath Unhe Ginlo Unglio Pr Jinhe Mili Judai Unka Koi Hisab Nhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Ishq tujhse karta hoon main zindagi se zyada Main darta nahi maut se teri judaii se zyada Chahe to aazmale mujhe kisi aur se zyada Meri zindagi me kuch nahi teri mohabbat se zyada
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Hamari Mohabbat Karne Ki Ada Niraali Hai.. Dosto Hum Dilse Yaad Karte Hain Usko.. Jis Ne Hume Dilse Nikaal Rakha Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • zindagi me tujhe chain Na aayega, Tanhai ka andhera tujhe harpal satayega, . Jb kabhi tujhse b krega koi bewafai, Tb tujhe mera pyar yaad ayega...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Unki Ankhe Hume Apni Zndgi Lagti Hai.. Unki Sanse Hume Apni Bandagi Lagti Hai.. Aashiqi Me Unki Hamara Haal Kuch Is Tarah Hai.. Ki Abb Unki Naraazgi Bhi Hume Mohabbat Lagti Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Kisi Shayar Ne Kya Khoob Kaha Hai.. Aye Mohabbat.. Tuje Paane Ki Koi Raah Nahi.. Tu To Use Hi Milegi.. Jise Teri Parwaah Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Jab Aap Kisi Ko Chaaho To Ye Mat Socho.. Ki Wo Aapko Pasand Karta Hai Ki Nahi.. Bas Use Itna Chaaho Ki Use Aapke Siva Kisi Aur Ki Chaahat Pasand Aaye Hi Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Chahe Wafa Me Thokre Khate Raho, Fir Bhi Rasme Wade Nibhate Raho. Yahi To Ishq Ka Dastoor Hai Yaaro, Ki Jakhm Khate Raho Aur Bas Muskurate Raho….
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • SWEET thinking, Kisi pe us had tak bhrosa kro, ki apko dhoka dene me use khud shram mehsus ho. or us had tak uska dhyan rakho, ki vo khud apko khone se dare.
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • हर नज़र को एक नज़र की की तलाश है, हर दिल में छुपा एक एहसास है | आप से प्यार युही नही किया हमने क्या करे हमारी पसंद ही कुछ ख़ास है
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Boys Heart Is Like Mobile.. And Girls Heart Is Like A Water.. Now Either Water Falls On Mobile Or Mobile Falls In Water.. Damage To Mobile Ka Hi Hoga..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Hamay bhulanay ka jis waqt faisla karna, Phir apni aankhon se khawabon ko bhi riha karna, Bas aik tum ho jisay dil ki baat kahty hain, Hamari baaton ka sab se na tazkara karna, Chunay hain hum ne kuch ajnabi rasty, Jo ho sakay to hamaray liye dua karna, Tamaam din ki thakan ko utarny kliye, Zara ci dair yaad kar lia karna, Hum aesi dunya main rah rahy hain, Jahan logon ne seekha hi nahi kisi se wafa karna....
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye, Kyu ho khafa ye bayan to kijiye, Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata, Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Nazar Andaaz Kaise Kare Hum Aapko.. Qki Apni Nazro Me Bethaya Hai Aapko.. Yaad Aane Par Rooye Bhi To Kaise.. Darte Hain Jhuki Jo Meri Palke To Chhubenge Aapko..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Koi Chahta Hai Kisi Ko Apnanay K Liye, Koi Chahta Hai Kisi Ko Tanhai Se Bachanay K Liye, Mujhe Bhi Kisi Ne Chaha Tha! Sirf Apna Dil Behlanay K liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Ajnabi rehna par kisi ka intzar mat karna kisi k pyar k liye khud ko bekrar mat karna Accha sath mil jaye to hath tham lena Par dikhave k liye kisi se pyar mat karna. PA1
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Sagar Mein Gahraayi Hoti Hai, Yaadon Mein Tanhayi Hoti Hai, Is Busy Life Mein Kaun Kisko Yaad Karta Hai, Aur agar Karta Hai To Uski Yaado Mein Sachhayi Hoti Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love You