• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Dukh he dard he to dawa hai dosti.Ghutan bhari jindgi ki hassen fiza hai dosti.Jo na samjhe unke liye kuch nahi.Par doston ke liye to khuda hai dosti.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • A Small Monkey Child Said 2 His Mother,

    Maa Maa Main Itna Badsurat Kyun Hun ?

    His Mother Said 2 Him -Tu To Phir Bhi Theek Hai

    Usko Dekh Jo Sms Padh Rahi Hai......
  • 9 years ago



    Tags : Jokes SMS
  • Jewellery Shop Mein Santa Ki,
    Zabardast Pitaayi Ho Gai.

    Y ?

    Santa Ne Sales-girl Se Kaha:
    Aapki Ek Ek Item Gazab Ki Hai.
    Sone Ka Kya Rate Lengi.
  • 9 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Jane Aisi Bhi Kia Dil Lagi Thi Tum Se,
    Mein Ne Aakhri Khwahish Mein Bhi,
    Tumhari Mohabbat Hi Sirf Mohabbat Mangi,
    Par Ek Tum The Ki Mere Janaja
    Uthne Ke Waqt Bhi Mujhse Rihai Mangi..!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Lyf m 2 bate hmesa yad rkna............................. Kisi b rishte ko viswas pe rakna............................ Aur is viswas sbd per viswas rkna.................. Fir dekna jindgi apke isaro pe chalegi, jaisi ap chahte ho
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Aarz Kiya Karte,
    Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte,
    Hai Kahi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai,
    Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.

  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Lab pe aati hai dua banake tamanna meri
    zindagi shamma ke surat ho khudaya meri
    dur duniya ka mere dam andhera no jaye
    har jagah mere chamakane se ujala ho jaye
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS