Har nakamiyabi ka matlab haar nahi hota,
Har nah ka matlab innkar nahi hota,
Aree kya hua hum usse pa na sake yaaro,
Sirf pane ka matlab pyar nahi hota.
Wo Bhi Din They Jab Hum
Bhi Piya Karte They, Yun
Na Karo Hamse Piney Pilaney
Ki Baat, Jitni Tumhare
Jaam Mein Hai Sharab, Utni
Hum Paimaney Mein Chod Diya
Kartey They.
Kaise Keh De Ki Unse Milne
Ki Chahat Nahi..!!
Beqarar Dil ko Ab Bhi Rahat
Nahi..!!
Bhula Dete Unhe Bhi Magar
Kya Karen Dost..!!
Kisi Ko Bhulaane Ki Is Dil Ko
Aadat Nahi... !!!
Apni Har Saans Mein Aabad Kiya Hai Tum Ko,
Aye Meri Jaan.. Bohat Yaad Kiya Hai Tum Ko,
Meri Zindagi Mein Tum Nahi To Kuch BhiNahi,
Apni Zindagi Se Barh Kar Pyar Kiya Hai Tum Ko..♥♥
Masoom Si Mohabbat Ka Bus Itna Sa Fasana Hai..
Kagaj Ki Haveli Hai, Baarish Ka Zamaana Hai..
Kya Shart-E-Mohabbat Hai, Kya Shart-E-Zamana
Hai..
Awaz Bhi Jakhmi Hai Aur Wo Geet Bhi Gana Hai..
Uss Per Utrne Ki Umeed Bahut Kam Hai..
Kashti Bhi Puraani Hai, Tufaan Bhi Aana Hai..
Ishq Tujhse Karti Hoon Main
Zindagi Se Zyada, Main Darti
Nahi Maut Se Teri Judai Se
Zyada, Chahe To Aazmale Mujhe
Kisi Aur Se Zyada, Meri Zindagi
Me Kuchh Nahi Teri Mohabbat Se
Zyada..!!
I
Chehra Apna Aaine Me Dekhte Hai Wo,
Aur Ye Bhi Dekhte Koi Dekhta Na Ho.
Apni Dua Me Sirf Mujhko Mangate Hai Wo,
Aur Ye Bhi Mangate Hai Koi Mangata Na Ho.
Aaj Phir Se Madhosh Hone Ka Din Aya Hai, Yaar,
Aajaye Ye Din Jindagi Me Hazaar Baar,
Tumhare Janamdin Pe, Sari Duniya Ka Pyar
Ekkatha Karke, Tere Upar Knowchawar, Mere Yaar…
Heart can skip beat for a while.
Memories can be kept in a file
A Desert can replace the Nile
But nothing can stop a Smile
When your NAME comes on my Mobile
DEFINITELY U !
Chup Hontho ki juban ye ansoo hote hain
Jo chup rahte hain fir bhi behte hain
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye
Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain.
By Santosh4U
jabin sajada karte hi karte gai
haq-e-bandagi hum ada kar chale
parastish ki yan tain ki ayei but tujhe
nazar mein sabon ki khuda kar chale
gai umr dar band-e-fikr-e-gazal
so is fan ko aisas bada kar chale
kahen kya jo puche koi hum se “meer”
jahan mein tum aaye the, kya kar chale
Kittabo Mein Kehte Hai Ke
Phool Todna Manaa Hai,
Baango Mein Kehte Hai Ke
Phool Todna Manaa Hai,
Phoolo Se Keemte Cheez
Hai Dil, Koi Ye Kyu Nhi
Kehta Ke Dil Todna Manaa Hai.
Uski Bato Ko Har Pal Yad
Karke Roye, Uske Liye
Khuda K Dar Par Fariyad
Karke Roye, Uski Khushi K
Liye Usko Chod Diya, Fir Usi
Ki Kami Ka Ahsas Karke Roye.
zara se dil mai de jangha tujarah sa apna le bna zara sayado me bsa tu zara sa khabomai saza mai chahu tujko merijaan bepanah fida hu tujpe merijaan bepanah