किस हद तक जाना है ये कौन जानता है,
किस मंजिल को पाना है ये कौन जानता है,
दोस्ती के दो पल जी भर के जी लो,
किस रोज़ बिछड जाना है ये कौन जानता है
Happy Friendship Day
Mari dosti ka andaza na laga paoge,
khud ko bhool jaoge magar hum ko na bhool paoge,
Ek baar baar hum se juda ho karto dekho,
Qasam tumahri hamare bagair jena bhool jaoge.
Hame Chahat Thi Jinki Wo Bewafai Karne Lage Hai;
Meri Ankho Me Ab B Unke Liye Bahut Pyar Ata Hai;
Kyu Hasi Denewale Ne Mujhe Itna Rulaya Hai;
Kisi Apne Se Humne Dil Pe Gehra Zakhm Khaya Hai!!!
Geet Ki Zaroorat Mehfil Mein Hoti
Hai,
Pyar Ki Zaroorat Dil Mein Hoti Hai,
Bin Dosti Ke Adhuri Hai Yeh Zindagi
Kyunki Dost Ki Zaroorat Har Pal Mehsus Hoti Hai.
Hum Kabhi Apno Se Khafa Ho Nahi Sakte,
Dosti Ke Rishte, Bewafa Ho Nahi Sakte,
Aap Bhale Humein Bhula Ke So Jaao,
Hum Aapko Yaad Kiye Bina So Nahi Sakte.
Sath agar doge to muskarayenge zarur,
.
Dosti agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
.
Kitne b kate kyu na ho raah me awaz agar doge to ayenge zarur..:)
एक कलम गलती कर सकती है लेकिन एक पेन्सिल नहीं क्योंकि उसकी मित्र है "रबड़", जब तक एक सच्चा मित्र आपके साथ है, वह आपकी जिंदगी की गलतियाँ को मिटाकर आपको सम्पूर्ण बना देगा।