Rang Dikhati Hai Yeh Zindagi Kitne
Gaer Bhi Ho Jaate Hai Ikk Pal Mein Apne
Na Jana Kabhi Sapno Ki Duniyaa Mien
Toot Jata Hai Dil, Toot Te HainJab Sapne…
Tu Chaand Maange Mai Chaand De Du..
Tu Dil Maange Mai Dil De Du..
Tu Raat Maange Mai Raat De Du..
Tu Jaan Maange....?
Bas Yaar Bheek Maange Ki Bhi Ek Limit Hoti Hai..!
Woh kehte hai dil pe bharosa itna nahi
karte,
Hum kehte hai muhabbat me socha nahi
karte,
Woh kehte hai nazro se door par dil ke paas
hoon,
Humne kaha sapno se dil ko behlaya nahi
karte....
Kahte Hai Dost Banana Zindagi Hai,
Dosti Nibhana Zindagi Hai,
Kitne Bhi Busy Q N Rahe Din Bhar,
Magar Ek Pal K Liye Hi Sahi,
Dosto Ki Yaad Aana Hi Zindagi Hai.
Dosti Kabhi Musibat Nahi Hoti Bin Chahat Khwaish Puri Nahi Hoti
Apni Zindagi Me Hamari Mojudgi Ko Bevazah Na Samjhna,
Q K Palke Ankho Par Kabhi Boz Nhi Hoti.
एक दिन इस दुनियाँ से हम चले जायेंगे !
हजारों तारों में हम आपको नज़र आयेंगे !!
आप कोई ख्वाइश खुदा से माँगना....!!
हम उसे पूरा करने के लिए उसी वक्त टूट जायेंगे !!
Door Ho Jaun To Zara Intezaar Karna,
Apne Dil Ko Na Yoon Bekarar Karna,
Laut Kar Aayenge Hum Chahe Jaha Bhi Ho,
Bas Humari Dosti Par Dil Se Aitbaar Karna.
Ajab sa ehsaas hai Dosti,
Do insano ka saath hai Dosti.
Khuda ki khudai hai Dosti,
Zindagi ki sachayi hai Dosti.
Naseeb wale hain hum jo payi hai Aapki Dosti
Log Har Manjil Ko Mushqil Samajte Hai,
Hum Mushqil Ko Manjil Samajte Hai,
Bada Fark Hai Logo Me Or Hum Mein,
Log Zindagi Ko Dost Or Hum Dosto Ko Zindagi Samjte Hai.