दुनियादारी में हम थोड़े कच्चे हैं पर दोस्ती के
मामले में सच्चे है... हमारी सच्चाई बस इस बात
पर कायम है, की हमारे दोस्त हमसे भी अच्छे है...
Happy friendship day
Gadha jo khaye wo ghaas ho tum,
budde ka chyavanprash ho tum,
idiot, stupid, bakvaas ho tum,
par jo bhi ho yaar! dost jhakash ho tum.
.
for all kaminey friend
Ache dost "haath" aur "ankh" ki tarha hote hain,
Jab "hath" ko takleef hoti hai to "Ankh" roti hai,
Aur jub "ANKH" roti hai to "Hath" ansu pochtay hain.
Friendship is born at that moment when one person says to another: What! You too? I thought I was the only one.
No person is your friend who demands your silence, or denies your right to grow.
ek dost dost se kafa nahi hota,
kabhi dil dil se juda nahi hota ,
koi bhool ho jai to maf kar dena ,
galti sabse hoti hai ,
qki insaan khuda nahi hota..
Thora socha hai humne ...
thora jaana hai humne...
Mushkil se magar pehchana hai humne...
Koi aap jaisa na tha na hoga...
isliye dost aapko mana hai humney.