~ ~ ~ ♥:-D
1) सुना है तुम ज़िद्दी बहुत हो,
मुझे भी अपनी जिद्द बना लो.!!
2) जो मैं रूठ जाऊँ तो तुम मना लेना,
कुछ न कहना बस सीने से लगा लेना।
3) आज तो हम खूब रुलायेंगे उन्हें,
सुना है उसे रोते हुए लिपट जाने की आदत है !
4) हुए बदनाम मगर फिर भी न सुधर पाए हम,
फिर वही शायरी, फिर वही इश्क, फिर वही तुम.
5) सिर्फ तूने ही कभी मुझको अपना न समझा,
जमाना तो आज भी मुझे तेरा दीवाना कहता है.!
In Jalte Diyo Ko Dekh Kar Na Muskuraiye
Zara Hawao Ke Chalne Ka Intezaar Kijiye
Karna Hai Ishq Aapse Karte Rahenge Hum
Jo Bhi Karna Hai Aapko Mere Sarkar Kijiye
Fir Sapno Ka Aashiyan Bana Liya Hai Maine
Aap Fir Aandhiyo Ko Khabardar Kijiye
Ik Ladki Hai Is Dunia Mein, Jise Pyar Main Karta Hu
Ik Ladki Hai Is Dunia Mein Jiski Aankho Par Marta Hu
Par Aksar Ye Khyal Mere Dil Mein Aata Rahta Hai
Wo Mujhse Pyar Bhi Karti Hai, Ya Main Pagalpan Karta Hu
Khair Khyalato Se Mujhko Ab Kya Lena Dena Hai
Jab Mere Khyalo Mein Doobi Wo, Aur Mein Itrata Rahta Hu
Aksar Chori Se Chupke Se, Wo Mujhe Nihara Karti Hai
Main Bhi Usko Hi Dekh Dekh Din-Raat Gujara Karta Hu
The wicked leader is he who the people despise. The good leader is he who the people revere. The great leader is he who the people say, 'We did it ourselves.'