• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Sunaa dete jo haal-e-dil apna, Daava hai un aankhon mein nami nahi aati, Hota jo itna hi khyal unko mere dard ka, To aaj hamein unki bewafai na sataati..iii
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisko Apna Khen Hum Furqan Is Jhan Main Akele Bhout Hai Mana mere nasseb mein tu nahin Teri muhobaat magar meri taqdeer hai Nahin kismet mein tere surk labon ka bosa Nigahon se teri kadam bossi meri taqdeer hai Mana mere duaon ki tabeer nahin Teri ibadat, magar meri taqdeer hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pata nahi kyo tadpta hu mai din or raat. gunjati hai mere zehan me uski hi awaaz. kar deti hai itana bechain. ki har roj ek aaina tod deta hu jab aati hai uski yaad. i miss you Mamta
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apnapan Sikha K Juda Ho Gae, Na Socha Na Samja Khafa Ho Gae, Duniya Me 1 Bar Humne Kisi Ko Apna Kaha Tha, Wo Bhi Logo Ki Bato Me Aakar Bewafa Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • सोचते रहे ये रातभर. हम करवट बदल बदलकर...!!! . जानें वो क्यों बदल गये, हमको इतना बदलकर...!!!#C.S..LOVE
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ajeeb tha unka alwida kahna ki, suna kuch nahi aur kaha kuch bhi nahi, barbad hue unki mohabbat me ki, loota kuch bhi nahi aur bacha kuch bhi nahi,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ye Chand Itna Bhi Mat Chamak Hamne Bhi Kai Chand Dekhe He,Ye Chand Itna Bhi Mat Chamak Hamne Bhi Kai Chand Dekhe He,Tujh Meto Dag He Hamne Vedag Dekhe He
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujhe Rula Kar Dil Uska Bhi To Roya Hoga; Chehra Aansuon Se Usne Bhi To Dhoya Hoga; Agar Na Kiya Hasil Kuch Humne Pyaar Mein; Kuchh Na Kuch To Usne Bhi Zaroor Khoya Hoga!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Is Bewafa Dunia Me Kaun Dega Zndgi Bhar Saath Tera.. Aye Dil Log Haatho Se Dafnaa Kar Bhool Jaate Hain.. Ki Kabar Kaun Si Thi..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • WaFa K Naam Se Vo AnJan The KiSi Ki Wafa Se ShaYad PaResHan The HamNe Wafa DeNi Chahi To Pata ChaLa Vo KhuD BewaFa Ke Naam Se Badnaam The.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jive langdi hawa Pateya cho... Ove akhian cho .. KHWAB langde rahe...... bin mangeya hi dukh sanu hazarmil gue ne bus oh hi na milya ..jo asi ro ro mangde rahe.......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindgi kitni haseen thi jab na kisi se mahobat thi aur na kisi se nafrat Zindgi me ek din ajib modh aya jab mahobat ek se huyi aur nafrat dunyaa se
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Usne akhri mulaqat krke, meri zindgi ki raat kardi..! Abhi thik se usko jana bhi nahi tha, ki usne jane ki baat kardi..! Jise naaz tha gurbat pe meri, Usne shaan paiso ki dikha kr, zahir meri aukaat kardi..! Jiske lahjey me sirf hum tum hua karte the.. Aaj usne sharminda mujhe, puch kar meri jaat kardi..! Jiski chahat me maine zamana chhoda, "aaj usne mujhe chhod kar, wahi siyasat mere sath kardi..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bhulaakar Hume Who Khush Reh Paayenge Saath Me Nahin Toh Mere Jaane Ke Baad Muskuraayenge Duva Hai Khuda Se Ke Unhe Kabhi Zakhm Na De Hum Toh She Gaye, Par Who Toot Jaayenge
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard ki dil pe hakumat thi, Kahan tha us waqt ? Jab mujhe teri zaroorat thi, Kahan tha us waqt ? Maut ke sukh mein chala aya mujhe dekhne ko, Zinda rehne ki museebat thi, Kahan tha us waqt ? Dil ke darya’on mein ab rait hai sehraon ki, Jab mujhe tujhse mohabat thi, Kahan tha us wakt ?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna, Ke tere baad koi “ACHA” na lagey, Tujhe karni hai “BEWAFAI” to is ada se kar, Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS