"Zindagi" kitaab se bi ziada pechida hoti hai
kitaab pehle sabaq deti hai phir imtihan Leti hai
Lekin ...
Zindagi pehle imtihan Leti hai phir sabaq deti hai.......!!
Maohabat hai ,
Mohabat hai use, wo nahe janta.
Pyar hai use, qubul nahi kiya jata.
Sharam hai use, samna nahe ja shakta.
Sacha pyar ki hai use mai, juda nahi ho shakta.
Dhoka diya hai usne mujhe, sahan nahi kiya jata.
Rooth gay hai hum use, jhut nahi kahe shakta...
Raha Jo Dil Mein Dhadkan Ban Ke Bichda Mujhse Wo Bewafa Ban Ke,,
Na Ummid Rahi Jeene Ki Ab Ae Dosto Milli Hamein Dava Bhi Ek Sazaa Ban Ke,,
Ab Toh Gum Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai Raat Ko Chhup Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,,
Tu Bewafa Hai….Khel Mere Dil Se Ji Bhar Ke Hamein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai...
I HATE MY LIFE
Mohabbat Ek Dard Hai ,
Na Bataya Ja Sake Na Bhulaya Ja Sake,
Khamosh Na Raho Khamoshi Saja Dengi,
Mushkurahat Har Gum Ko Mita Dengi,
Kuch Pal Ji Lo Hamari Dosti Ke Sath,
Aye Dost Koun Jane Zindagi Mujhe Kis Mood Par Sula Degi..!!
Dosti me ankhe to dil ki juban hoti hai,
Sachi dosti to sada bejuban hoti hai,
Dosti me dard mile to kya ghabrana,
Suna hai dard se dosti jawan hoti hai.
ye mera dil is dil ki halat kaise batauntumhe........
ye dil ab dil na raha di ki awaz kaise sunaun tumhe..........
kishi ke mohabat main thukraya gaya hai ye......
ye dil mein jo dard hai kaise dekhaun tumhe......
तू नजीरे-हुस्न है, मैं
मिसाले-इश्क हूं
तू खुदा की नूर है, मैं बुझा
चराग़ हूं
है अभी मुझे यकीं, इस
जनम में वस्ल हो
ये यकीं अस्ल हो, मैं अभी
दुआ में हूं
सोलह दरिया पार की तब
तेरा शहर मिला
तूने सुनी थी जो सदा, मैं
वही आवाज़ हूं
आग में सुरुर है और दर्द
भी मजबूर है
जल रहा हूं शौक से, मैं हिज्र
का माहताब हूं...
Bewafa To Use Kehte Hai Jo
Wafa Nahi Karte,
Agar Tumse Pyar Na Hota To
Tumhe Bewafa Kaise Kehte,
Phir Bhi Tumne Mere Pyar Ka
Aisa Sila Diya Hai,
Ke Tumhe Bewafa Kehna Bhi
Bewafai Ki Tauheen Hoti Hai..AJ
Hasi ki rah mei gam mile to kya karein?
Wafa ki rah mei BEWAFA mile to kya karein?
Kaise bachaye zindgi ko dhokebaazo se..!!
Koi MUSKURA k DHOKA de to kya kare?
Ek ehsas jo sirf tumhara hai...♥
Teri har baat se mohobat ki hai..
Tere har ehsas se mohobat ki hai...
Tu mere pass nhi teri har yaad se
mohobbat ki hai...
Tujse milna to ab khwab sa lagta hai...
Tere intezar se mohobbat ki hai....!!!