वतन हमारा एसा कोई ना छोड़ पाए,
रिश्ता हमारा एसा कोई ना तोड़ जाये,
दिल एक है एक जान है हमारी,
हिन्दुस्तान हमारा है,
हम ईसकी शान है।
Happy Republic Day To My All Friends..!!.
Aao Desh Ka Samman Kare
Shahido Ki Shahadat Yaad Kare
Ek Baar Fir Se Rashtra Ki Kamaan..
Hum Hindustani Apne Haath Dhare..
Aao..
Swantantra Diwas Kaa Maan Kare…
Apunka pehala SMS 26th Jan Ko, ye le pakad le
Sare zahan se achcha hindusta hamara ,
aao milke wada kare jhanda ucha rahe hamara!
--------------happy republic day-----------------
Woh shama jo kaam aaye anjuman ke liye,
Woh jazba jo qurban ho jaaye watan ke liye,
Rakhte hain hum woh houslein bhi
jo mar mite hindustan ke liye…!!
Happy Republic Day!
Buland Bhaaaratt ke nikkamme bacchon-
valentines-frndship day-
hota to ab takk -100-
sms ho gaye hotey-
But why so less SMS 2day-
Its Republic Day-
spread the word of patriotism-
So wish evrybody dear-
Azad BHAARAT ke Nalayako,
Aaj agar Valentine day hota to,
Message box overflow hota.
Chalo utho
Or sab ko 26 Jan ki Shubhkamnaye do.
HAPPY REPUBLIC DAY.
din bitate gye sahido ki sahadt ko sab bholte gye kar liya humne apne ap ka katl, bhol diya apno ka lahu jo pada tha es dharti par
BHARAT MATA KI JAI HO
Lets celebrate and solute the noble cause,
Its our nation which is shining as it was,
Its REPUBLIC DAY Today.
Dont forget the effort,make it movement of mass!!
SABHI BHARAT VASION KO
REPUBLICDAY KI
HARDIK SHUBHKAMNAYEIN,
MERI DUA HAI MERE DESH PER
KISI KI NAZAR NA LAGE,
AESE HI FULON KI TARAH
MAHEKTA RAHE
JAIHIND
Tairna hai to smandar mein tairo nadi naalo mein kya rakha hai?
Pyar karna hai to watan se karo In bewafa ladko mein kya rakha hai.
JAI HIND
Happy republic day