This diwali tumko mile
Film stars ka Fame
Game show ka Jackpot
Hit film mein ek spot
Jadoo ki chhari
lots of crackers aur phuljhari
sab ka dher saara pyar aur dosti
and lots n lots of fun n masti
Wishing u a very HAPPY DIWALI!
Is diwali pe humari dua hai
ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke hon,
shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish u a very Happy Diwali
Ur eyes Pataka,Ur lip Rocket,
Ur ear chakri, Ur smile Phuljadi,
Ur style Anar, Ur personality Bomb,
BACH NIKAL LE..
I am coming wid MOMBATTI..
HAPPY DIWALI.
Khub meete meete pakwan khaye,
sehat me char chand lagaye,
log to sirf chand par gaye hai
aap us se bhi upar jaye,
Diwali par hamari yahi hai shubhkamnaye..
फितूरों से तो बेहतर है रहे दिल का ख़ाली
रहें ख़ामोश ही ये लब निकलनी हो जो ग़र गाली
डरती है उजाले से रात कितनी भी हो काली
जलाकर प्रेम का दीपक मनाएं अपनी दीवाली…
Red-love orange-prosperity white-peace
yellow-friendship green-happiness.
Hope god blesses u with each&every color of life. Wish u a colorful happy Diwali!
Deepawali ka ye paawan tyohar,
Jeevan mein laye khushiya aapar,
Laxmi ji viraje aapke dwar,
Subhkamnayen hamari karen sweekar!!
Wish u & ur family Happy Diwali
Pal pal sunhare fool khile,
kabhi na ho kaanto ka saamna,
jindagi aapki khushiyo se bhari rahe.
Dipawali par hamari yahi shubhkaamna,
HApPy DiwAli.....!!
अपने मन के मन्दिर मे उजाले भर के देखे हम
सजा कर दीप खुशियो के रोशनी कर के देखे हम
चलो अब मिलजुल कर साथ सब मुस्कुराये हम
भुला कर द्वेष इस मन के दीवाली यु मनाये हम….
Baag ki baat sirf maali hi samjhe,
Phoolo ka dard jhuki daali hi samjhe
Duniya walo ne bhi kya reet banayi hai
Diye ka dil jale or log use Diwali samjhe