Ur eyes Pataka,Ur lip Rocket,
Ur ear chakri, Ur smile Phuljadi,
Ur style Anar, Ur personality Bomb,
BACH NIKAL LE..
I am coming wid MOMBATTI..
HAPPY DIWALI.
Ye Roshni Ka Tyohar,laye Hr Chehre Pr
Muskaan,sukh Aur Samridhi Ki
Bahaar,samet Lo Sari Khushiyan-apno
Ka Sath Aur Pyar.is Paawan Avsar Pr
Sbko Diwali Ka Pyar....
स्नेह समर्पण और सुरक्षा का हर मन मे भाव जगाना
हर आंगन मे बांट के खुशिया हर ऐक चित्त को हरसाना
मन के दीप जलाओ पहले फिर तुम घर-घर दीप जलाना
तभी सही अर्थो मे दीपो का ये त्योहार मनाना…
Khub meete meete pakwan khaye,
sehat me char chand lagaye,
log to sirf chand par gaye hai
aap us se bhi upar jaye,
Diwali par hamari yahi hai shubhkamnaye..
Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke ho,
shoharat ki bulandiyon par naamapka ho!
Wish u a very Happy Diwali!
Djsumit
Main aasha karta hun
Ki iss diwali ke sunder mauke pe,
Diwali ki aloakik Prakaash se,
Tumhare dimaag main kuch ujala ho..
Aur tum insaano jaisi vyavhaar karna shuru kardo..
Ur eyes Pataka,Ur lip Rocket,
Ur ear chakri, Ur smile Phuljadi,
Ur style Anar, Ur personality Bomb,
BACH NIKAL LE..
I am coming wid MOMBATTI..
HAPPY DIWALI.
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai.
* Happy Diwali *
"aaj se aap ke yaha...dhan...ki barsat ho,
maa laxmi ka... vas... ho, sankatto ka.... nash... ho
har dil par aapka... raj... ho, unnati ka sar par... taj... ho
ghar me shanti ka.... vas... ho
HAPPY DIWALI
Jagmag Jagmag Deep Jale,
Chaaro Taraf Roshni Aur
Patakho Ki Barsaat Ho..
Meri Dua Yahi Hai Ki Aapke
Honto Par Hamesha Muskaan
Hi Muskaan Ho..! Wish U Very
Very Happy Diwali 2013
Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit
Ye diwali aapke ghar aangan mein
Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor
Ke annat aashirwad le kar aaye.
Happy Diwali 2014