I Wish U Happy Ganesh Chaturthi
And I Pray To God For Your
Prosperous Life, May You
Find All The Delights Of
Life, May Your All Dreams
Come True Happy Ganesh Chaturthi.
Ek Baar Santa Aur Banta Nadi Me Nahane Gya.
Fir Achanak Se Wo Pani Me Doobne Laga,
Tabhi Use Ganesh Ji Bhagwan Dikhe.
Santa Ne Kaha: Bahgwan Plz Mujhe Bachao.
Par Ganesh Ji Dance Karne Lage.
Santa : Bhagwan Main Doob Rha Hoon,
Aur Aap Dance Kar Rahe Ho?
(Ganesh Bhagwan B Us Din Badi Masti K Mood Me The)
Ganesh Ji Ne Santa Se Kaha,
Beta Ganpati Visharjan Me,
Tu Bhi Bahut Naach Rha Tha.
आपका सुख गणेश के पेट जितना बड़ा हो,
आपका दुःख उदर जैसा छोटा हो, ...
आख़िर सबसे पहले आकर, हमारे दिलों में बस जाते हैं गणपति जी।
Happy....Happy...GAnesh Chaturthi.
Ganesh Ji Ka Roop Jag Me
Nirala Hai, Chehra Bhi Kitna
Pyaara Hai, Jise Bhi Aati
Hai Koi Museebat, Usey Enhi
Ne To Sambhala Hai.!!
Wish You To All
Happy Ganesh Chaturthi!!
Modak, Laddu Khane Ki Taiyari Meri
Aaj Ke Upvaas Se Hain, Kyoki Sab
Pakvaano Ko Banane Ki Samagri Apke
Paas Hain, Aaj Hi Yaad Dilade Hum
Aap Sabko, Ki Ganesh Ji Ki Sawari
Bhi Aapke Ghar Vighanharta Ke
Sath Aaj Hi Aane Ko Taiyaar Hain!
Ganesh Ji Ka Roop Nirala Hai
Chehra Bhi Kitna Bhola
Bhala Hai Jise Bhi Aati
Hai KoiMusibat Use Inhi Ne
To Sambhala Hai Jai Shri
Ganesha Happy Ganesh Chaturthi
Harida – Golden colored
Alampata – Infinite Lord
Ganapati – Lord of all Gods
Siddhidata – Giver of Success
Eshanputra – Son of Lord Shiva
Nideeshwaram – Bestower of Treasures &
Riches
Avighna – Remover of all difciculties &
obstacles
May Lord Ganesha in all His incarnations
showers His finest blessings on you!
Happy Ganesh Chaturthi!