Dekho Phir Janmashtmi Aayi Hai,
Makhan Ki handi ne phir mithas bhadhai hai,
Kanha Ki leela hai Sabse Pyari,
Wo de tumhe duniya bhar k khusiya sari.
Happy Janmasthmi to Aal..
गोपाल सहारा तेरा है.
नंदलाल सहारा तेरा है.
तू मेरा है मैं तेरा हूँ.
मेरा और सहारा कोई नहीं.
तू माखन चुराने वाला है.
तू चित को चुराने वाला है.
तू गौयें चराने वाला है,
तू बंसी बजाने वाला है.
तू रास रचाने वाला है....
Happy Janmashtami.
Krishan Ki Mahima,
Krishan Ka Pyar,
Krishan Me Shradha,
Krishan Se Sansar,
Mubarak Ho Apko Janmasthami
Ka Tyohar.. Shri Krishan
Ki Kripa Aap Par Sada Bani
Rahe. Happy Gokulastami.
Krishna ke kadmo pe kadam badhate chalo.
Ab murli nahi to citi bajate chalo.
Radha to ghar wale dilayenge hi magar tab tak gopiya patate chalo!
Happy gokul ashtami
Gokul me ji kare niwas
Gopiyo sang jo rachye raas,
Devki-Yashda jinki maiya,
aisehamare kishan kanhaiya
jai shree krishna
"happy janmastami to all"
Swee2
krishan ki mahima,krishan ka pyar,
krishan me shradha,krishan se sansar,
mubarak ho apko janmasthami ka tyohar..
SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe..
Chandan Ki Khushboo Resham Ka Haar,
Sawan Ki Sugandh Aur Resham Ki Fuhaar,
Radha Ki Ummid Ko Kanhaiya Ka Pyaar ,
Mubarak Ho AapKo Advance Janmashtami Ka Tyohaar..!!
Radha ki chahat h krishna,
Uske dil ki virasat h krishna,
Chahe kitna v ras racha le krishna,
Duniya to phir v yhi kehti h.
"RADHE KRISHNA"
HAPPY JANMASTMI.
नाम महाधन है अपनो..
नही दूसरी संपत्ति और कमानी
छोड अट्टारी अता जग के,
हम वो कुटिया ब्रज माही बनानी..
टूक मिलें रसिको के सदा,
और पीवन को यमुना जल पानी..
हमे औरन की परवाह नही,
अपनी ठकुरानी श्री राधिका रानी..
जय राधे राधे, जय राधे राधे।
Happy Janmashtami.