सब्र और सहनशीलता कोई कमजोरियां नहीं होती है..., :rose::maple_leaf::rose::maple_leaf::rose: ये तो अंदरुनी ताकत है जो सब में नहीं होती...! :pray::rose::pray::rose::pray:
1 Khamoshi Beqarar Kr Jati Hy,
1 Khamoshi Iqrar Ban Jati Hy,
Pyar Kro To Kbhi Khamosh Mat Rehna,
Q K Kbhi Sirf 1 Khamoshi Zindgi Bhar Ka Intezar Ban Jati hai
Loving a person who doesnt love you
is like watching a star
you know you can never reach
but still you have to wait
who knows stars do fall! dont they...
Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi,
Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi!
.
Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel,
Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi!
.
Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha,
Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi!
.
Zinda Hun doston ki duaaon ke bawajud,
Roshan hai kitani tej hawaon is zindagi!
.
Apani tamam shokh adaaon ke bawajud,
Bahla saki na jee mera eek pal bhi zindagi!
.
Bojhil hai rat chand sitaron ke bawajud,
Suraj ke bawajud andhera hai zindagi!
.
Barbaad hamko hona tha barbad ham huye,
Duniya hai sari nek salahon is zindagi!
.
Kaatil the jitane mere sabhi ho gaye bari,
Aur chup khadi thi chasmdeed gawahon si zindagi!