• Categories
  • Nice Sayings SMS   309
  • Har SAAM keh Jaati hai Ek KAHANI har SUBAH le aati hai Nayi KAHANI RASTE toh badalte hai har Din, Lekin MANZIL reh jati hai Wo Hi PURANI.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Unko Bhgvan ne Sb Diya, Q ki. "UNHE Bhgvan PR BHAROSA H." Hme Bhgvan ne Kuch b na Diya, Q ki.. "Bhagvan Ko HUM PAR BHAROSA H.."
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Kal sari Raat sote hue maine JANNAT ki shair kii.. a Dosto Subaha jab Ankh khuli to dekha kii Sar "MAA" ke Kadmo me tha. ♥
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Insaan 2 cheez se hamesha harta hai. 1-WAQT 2-PYAR Dono zindi mein bahut khas hote hain waqt kisi ka nahi hota. Aur pyar har kisi se nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Khokar Paane Ka Maza Aur He, Roke Muskrane Ka Maza Aur He, Haar to Zindgi Ka Hissa He Mere Dost, Harne K bad jeetne Ka Maza Aur Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • My Thinking~: "Log Us Waqt Hamari Kadar Nahi Karte Jab Hum Akele Ho. Balki Log Us Waqt Hamari Kadar Karte H Jab Wo Akele Ho.". Hurting But True
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Heart Touching Lines :-Agar Tum 1 Pencil Ban Kar Kisi Ki Khushiya Nhi Likh Sakte Ho,To Koshish Karo Ke 1 Accha Rubber Banke Kisi Ke Gum Mita Do.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Zindagi me zyada khushi mile to, piche mudke dekh lena, hum aapke piche hi honge, par dukh me kabhi piche mudkar na dekhna, tab hum aapke sath honge
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Hansi ko inbox.Aansu ko out box. Gussa ko delete.Muskan ko send. Pyar ko save & Dil ko karo vibrate, Phir dekho zindagi kitni Pyari ringtone bajati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • न किसी का फेंका हुआ मिले,
    न किसी से छिना हुआ मिले,
    मुझे बस मेरे नसीब में, लिखा हुआ मिले,
    ना मिला ये भी, तो कोई गम नहीं,
    मुझे बस मेरी मेहनत का, किया हुआ मिले..!!
  • 9 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS , Sayings SMS
  • y: Sneha In: Sayings SMS Achhi_Wali_Baat Agar Dusaro Ko Dukhi Dekh Kar Tumhe bhi Dukh Hota Hai . . To Samjh Lo Bhagwan Ne Tumhe Insan Bana Kr Koi Galti Nahi Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • GOD is alwz playing chess with ech 1 of us. He makes movement in our LIFE & then, Sits back 2 c how we react 2 d CHALLENGES. . . . So do d best move b4 CHECKMATE!
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Aapke Pas Doston Ka Khazana Hai Par Ye Dost Aapka Purana Hai Iss Dost Ko Bhula Na Dena Kbi Kuki Yeh Dost Aapki Dosti Ka DeewanaHai …
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS