• Categories
  • Nice Sayings SMS   309
  • My Thinking~: "Log Us Waqt Hamari Kadar Nahi Karte Jab Hum Akele Ho. Balki Log Us Waqt Hamari Kadar Karte H Jab Wo Akele Ho.". Hurting But True
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Jis Din Band Kar Li Aankhe, Us Din Kai Aankho Me Aansu Aa Jayenge, Jo Kehte Hai Bahut Tang Karta Hai Ye Pagal, Wahi Mere Sms Ko Taras Jayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Har SAAM keh Jaati hai Ek KAHANI har SUBAH le aati hai Nayi KAHANI RASTE toh badalte hai har Din, Lekin MANZIL reh jati hai Wo Hi PURANI.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Never define 2 things in life... 1 is LOVE....U never know, Who LOVEs u n how deeply.. 2 is FRIEND.... Coz U never know how deeply 1 cares about u..
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Khokar Paane Ka Maza Aur He, Roke Muskrane Ka Maza Aur He, Haar to Zindgi Ka Hissa He Mere Dost, Harne K bad jeetne Ka Maza Aur Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Har geet ke pichhe ek saj hota h. Har bat ke pichhe ek raj hota h. Badnami se mat dar mere dost, Chamkte hue chand me bhi ek dag hota h.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • A real & true thinking. "kise se kuch pal k liye dur jaoge to uase apki kami ka ahsaas hoga.. par.. Kisi se etne dur mat jana ki uase apke bina jine ki aadat ho jaye..
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Cute lines: *: " Days pass away leaving beautiful memories.. Words remain in form of stories... But beautiful realationsip always remain, in the heart like heart beats. ...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • जहाँ "प्रयत्नों" की ऊंचाई अधिक होती है, वहाँ "किस्मत" को भी झुकना पड़ता है..
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Har sapna khushi ka pura nahi hota Koi kisi ke bina adhura nahi hota Jo rosan karta hai sab rato ko Vo chand b to har rat ko pura nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • TU Mujhay Nawazta hay Ye Tera Karam Hai ♥ "YA ALLAH"..! ♥ ♥ ♥ Warna TERI Rehmaton K Qabil Meri Bandagi Nahi hai......!!
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • A little ignorance can harm u a lot & Can giv a life time experience... Always luv ur dear one from ur heart Not from ur mood and need...
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Apne Dushman Ko Hazar Moqey Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaye Aur Apney Dost Ko Ek B Aisa Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Ban Jaye..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Koi Wada Na Kar, Koi Iraada Na Kar, KHwaHisHo Me KHud Ko AadHa Na Kar, Ye Degi Utna Jitna LikH Diya KHuda Ne, Is Taqder Se Umeed Zyada Na Kar.!
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Insan ko namak ki tarh hona chahiye namak khane me dikhta nahi hai aur namak khane me na ho to khana acha nai lagta is msg ko 500 Like dilani hai to aap is ko Like kijyega
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Rishto ka visvas tut na jaye.. Apno ka sath kabhi chhut na jaye. Ay khuda galti karne se pahle sabhal lena mujhe. Kahi meri galti se mere apne ruth na jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS