Halki si dhop barsaat k bad,
.
thori si khushi her bat k bad,
.
Ishi tarhan mubarak ho apko,
.
Jashan-e-azaadi 1 din k bad....
.
Wish u a very happy independence
day.
Desh Bharat Misaal Mohabbat Ki Hai,
Watan Hamara Todta Deewar Nafrat Ki Hai,
Hoon Khushnaseeb Main Ke Janma Is Dharti Par
Desh Mere Mein Behisaab Khushboo Mohabbat Ki Hai!
15th August Ki Hardik Shubhkamnaye.
Apunka pehala SMS 15th Aug ko,
Ye le pakad le..
Sare zahan se achcha hindusta
hamara ,
aao milke wada kare jhanda ucha
rahe hamara!
Happy Indian Independence Day
Kuchh nasha Tirange ki aaan ka hain,
Kuch nasha Matrbhumi ki shaan ka hai
Hum lahrayenge har jagah ye Tiranga
Nasha ye Hindustan ki shaan ka hain..!!
Jai Bharat.. Happy Independence Day
Aajad ki kabhi shaam nahi hone
denge,
Sahidon ki kurbani badnaam nahi
hone denge,
bachi ho jo 1 bund bhi garam lahu ki
tab tak bharat mata ka aanchal
nilaam nahi hone denge.
* Happy Independence Day *
Aao jhukke salam kare unko jinke,
Hisse mein ye mukam aata hai,
Khushnasib hota hai wo khun,
Jo desh ke kaam aata hai.
Jay hind Jay bharat
Happy Independence Day
Aao Desh ka samaan kare,
shahido ki shahidat kare,
Ek baar fir rastra ki kaman,
hum hindustani apne haaton mein dhare,
Aao swantrata diwas ka samaan kare.
Happy Independence Day
Kabhi Hasaya Kabhi Rulaye
Kabhi Wo Ruthe Kabhi Hum Manaye
Ye Wo Kadi Hai Jo Har Kisi
Ko Milaye Wo Hai Dosti So In
Propose Day I Am Proposing U
Will U Be My Frnd Forever
Happy Propose Day.
Jazba Kurbaani ka yaad rakhna,
Jo kho so gaye maut ki aghosh main,
Unki meherbaniyo ko yaad rakhna,
Wo de gaye tumhe ek aur mauka jashn ka,
Woh jo the lade tumharie liye,
Unki kahaniyon ko Yaad rakhna..
Vijay Divas hai aaj, Fateh ka din..
Shahadat aur Bahaduri ke iss din ko
Yaad Rakhna.. Yaad Rakhna !
Aj mai apse apne dil ki bat kahna
chahta hu.
Ha wahi 3 alfaz jo aap sunna chahte
hain
Ha wohi 3 alfaz jo ap k dil ko chule
***HAPPY INDEPENDENCE DAY***:)
Watan Hamara aise na chod paye
koi…
Rishta Hamara aise na Tod paaye
koi…
Dil hamare ek hai ek hai hamari
jaan…
Hindustan hamara hai hum hai iski
shaan..
Azadi k din aaj meri dua hai k
ALLAH aap ko Quaid ki aqal,
Iqbal ki shakal, Liaqat ki Shairvani,
Fatima ki jawani, Nehru ki chaal
aur gandhi g k baal day.
JASHAN-E-AZADI MUBARK
Loved Indians, Let Us Celebrate
And Enjoy The Freedom To Live
Independently In Our Country..
Cheerfully, Helpfully, Hopefull,
Peacefully By Remembering Our
National Heroes.. Who Gave As
Freedom After Suffering Pain And
Humilation.. Be Proud Indian..