Khushyon K Is Pur Masarrat Moqay
Per Bohut Bohat Eid Mubarak
Dil Ki Gehraiyun Say Nikli Hoi Is Dua K Sath K…
Khuda Aap Ki Aur Aap K Sab Chanay Walon Ki Zindagi
Ko Khushion Rehmaton Aur Kamiyabi Say Bhar Day,
Her Gham,Dukh Aur Dard Ko Aap Sab Say Door….
Bohut Door Ker Day…
Khusiya Naseeb Hon Jannat Qareeb Ho
Too Chahey Jisse Wo Tere Qareeb Ho
Kuch Is Tarha Ho Karam Allah Ka
Makka Aur Madina Ki Tuje ZiyaratNaseeb Ho...
Eid Mubarak Frnds..
कहने को तुम्हें ईद मुबारक मैं आया हूँ;
तेरी ज़िंदगी से सारे गम चुराने आया हूँ;
आज के दिन जो मांगोगे खुशियाँ तुम;
वो रहे सदा तेरी ज़िंदगी में ये दुआ मांगने आया हूँ।
ईद मुबारक!
RAMZAN Special Offer.
VALIDITY – ONE MONTH KA
SIM CARD – ISLAM KA
HAND SET – QURAN KA
SWITCH ON – NEKI KA
OUT GOING – ZAKAT & FITRA KA
MINCOMING – IBADAT KA
RECHARGE – SEHRI KA
TOP UP – IFTARI KA
BALANCE FUL – IMAAN KA
NETWORK – FARISHTON KA
TALK TIME FUL – DUA KA
DILETE – GUNAH KA
SWITCHD OFF – BURAI KA
RAMZAAN MUBARAK.
Eid…
A time for joy,
a time for togetherness,
a time to remember my blessings..
For me… it’s you!
May Allah Bless you &
Give u all the joy u bring to my life!
Your relation is like paktel
“dil to 1 hay”
Your Ove like telenor
“Chaho kuch barh k”
Your sincerety like Haleeb
“garah to hay”
Your smile like twist
“Hila k rakh de”
your style like Ufone
“Tum hi to ho”
Your personality lika Bonanza
“Absolutely worldclass”
My response like lipton
“Yehi to hai wo apnapun”
aur apnaypun k sath
“EID Mubarak”
Kya Aap ne suna hai..?
BBC per
CNN per
PTV per
ARY per
GEO per
nahi suna..!
FM 100 per tou suna ho ga..!
Ager phir bhi nahi suna to Ab Parh Loo..
? EiD MubaraK ?
Hazrat Abu Huraira (R.A) Se Riwayat Hy
K Hazrat Muhammad (S-A-W-W) Ne Irshad Frmaya K
Jo Shakhs Ye Keh Kr Dua Shuru Krta Hy
Ya Arhamor Rahimeen
Ya Arhamor Rahimeen
Ya Arhamor Rahimeen
To ALLAH Frmata Hy K Mein Ne Sun Liya
To Hajat Bayan Kr.
SUBHALLAH!
chand nikel hi aya,jisko sawan badli geheer ke lai,chand ne apni shakle dekahai,meri duaien youn bar aien....aaj ke din jo deed huwi hai,,samjho meri eid huwi hai,aaj ke din khush hai mera,roshini hahi,gia andhera,,masaem jo rashk ka aya,ankh se bhaga ashk ka saya,aaj jo dekha hand ko main ne,dil se duaien har dum mangien"aye mere ALLAH Saien"....."khushian chand dikhata hai,jo tu ous ko bhi khush rakihna aur ous chand ko hansta rakihna,ous ko ko,e dukih mat dena,,,,mere chand ko bhi hansta rakihna.............*********
Don’t open it for atleast 5 more day,
.
.
.
.
.
.
Mujhey pata tha aap say sabar kahan ho ga,
Happy EID Mubarak.
Yaad rakhna I’m the first 2 say u eid Mubarak !
Phone te karni dunia dari
Miscal te suki yari
Edar odar lambian calan
Mot pendi a sadi wari
" EID
MUBARIK"
.
Wekhi sadi yari
7 din pehle eid kad
mari ;-)
Drta Hon Mout Sy Mgar Marna Zaror Hy
Larzta Hon Kafan Sy Pr Pehena Zaror Hy
Hojata Hon Ghamgen Janazy Ko Dekh K
Lekin Mera Janaza Bhi Uthna Zror Hy
Hoti Hy Bri Kapkapi Qabron Ko Dekh Kr
Muddaton Andhri Qabr Me Rehna Zror Hy
Dunya To Mery Dil Ko Lubhati Hy Subho Sham
Pr Such Hy Isko Chor K Jana Zror Hy.