Humare Chale jaane ke Baad..
Yeh Samandar Ki Ret Bhi Tumse Pucha Karegii..
"Kahan Chala Gaya Woh Shaqs...?
Jo Tanhaii Me Bas Tumhara hi naam likha karta tha..."
Na Mai Ji Sakti Hu Na Mar Sakti Hu Tere Bina..
Na Roo Sakti Hu Na Dil Ko Behla Sakti Hu Tere Bina..
Mana Ki Poori Dunia Hai Mere Paas..
Par
Meri Dunia Veeran Hai Tere Bina..!
Hum ne use pan ke liye sab kuch chod diya,
usne bhi pan ke liye sab kuch chod diya par,
farq sirf utna tha usne,
humne use pane ke liye sab kuch chod diya,
aur
usne sab kuch pane ke hume chod diya
Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahikarte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte
Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota
Har nakamyabi ka matlab haarnahi hota
Toh kya hua agar hum tume na paa sake
Sirf paane ka matlab pyar nahi hota…