Kisi dard ko sambhal pana asan nahi,
Haste hue hr pal bita pana asan nahi,
Zindagi me har koi dil me nahi bas pata,
or us ek base hue ko bhul pana asan nahi
Har ek muskurahat muskaan nahi hoti,
nafrat ho ya mohabbat asaan nahi hoti,
ansoo gham ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
inki pehchan asaan nahi hoti
कभी रो के मुस्कुराए , कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए
निकाल दूंगा तुझे :bride_with_veil: में अपनी_ज़िन्दगी :earth_africa: से भीगे कागज़ :page_with_curl: की तरह, ना लिखने :pencil: के काबिल छोडुंगा ना जलने :fire: के.
Bina btaye usne na jane Q ye duri kardi,
Bichad ke usne mohabbat hi adhuri kardi,
Mere muqaddar me gham aaye to kya hua,
Khuda ne uski kwahish to puri kardi..