Gam na kar hum teri rah me nahi ayenge,
agar aa bhi gaye to tujhse nazrne nahi milayenge, jab hoga tujhe apni galti ka ehsas tab tak hum kisi aur ke ho jayenge.
Yeh Kaisi Judai Hai
Jisne Hame Shayar Bana Diya,
Yeh Kaisa Gam Hai
Jisne Hame Bebas Bana Diya,
Socha Nahi Tha Juda Ho Jaoge Humse Kabhi,
Karte Bhi Kya Jab Aapne Hi Gair Bana Diya.
Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota
Har nakamyabi ka matlab haarnahi hota
Toh kya hua agar hum tume na paa sake
Sirf paane ka matlab pyar nahi hota…
Na Mai Ji Sakti Hu Na Mar Sakti Hu Tere Bina..
Na Roo Sakti Hu Na Dil Ko Behla Sakti Hu Tere Bina..
Mana Ki Poori Dunia Hai Mere Paas..
Par
Meri Dunia Veeran Hai Tere Bina..!