God Is Always Playing Chess
With Each One Of Us, He Makes
Moves In Our Life And Then
Sits Back To See How We React
To The Challenges, So Make
The Best Move Before Checkmate!
Zindagi usi ko azmati hai,
Jo har mod par chalna janta hai,
Kuch pa kar to koi b muskurata hai,
Zindagi usi ki hoti hai jo sab kho kar b muskarana janta hai...
दुनिया का एक खूबसूरत शब्द है,
" वाह.."
..
जब आप किसी के लिए ऐसा बोलते हैं,
..
तब ना सिर्फ आप अपने अहंकार को तोड़ते है,..
बल्कि एक #दिल भी जीत लेते है..!l
Dil mein sabko paane ka aarman nahi hota hai,
Har koi dil ka mehmaan nahi hota hai,
Jo ban jaata hai ek baar apna,
Fir usske bina rehna asaan nahi hota hai.
Paas Hookar B Duuriya Mehsus
Kar Raha Hu Me To Seh Lunga
Dard E Zakhm Par Teri Fikar
Kar Raha Hu Tum Mere Itne Kareeb
Aa Gai Ho Ki Kaise Batau
Tumhari Khamoshiyo Se Me
Pal Pal Mar Raha Hu...
Neendein bhi meri ankhon se churati hai wohi
So jaoon to khawabon mein satati haiwohi
Har zakham ka khaliq bhi koi aur nahihai
Har zakham pe marham bhi lagati hai wohi
Veeran bhi rakhti hai shab-o-roz wo meri
Kamrey mein phool bhi sajati hai wohi
Youn to mujhe wo yaad kiya karti hai aksar
Jab chahe magar bhool bhi jati hai wohi
Ye bhi theek hai bhool gaya hoon main usey
Ye bhi ghalat hai ke mujhe yaad nahi aati wohi……
in my dreams u r mine…
in my life ur a dream…
SHAKESPEARE SAID:
"the ultimate measure of love is not when both people like each other,its when one ignores and the other continues loving till the end."
Han Mera Har Lamha Chura Liya
Aapne. Aankhon Ko Ek Naya
Chand Dikha Diya Aapne. Hame
Zindagi Di Kisi Aur Ne
Par Itna Pyaar Dekar Jeena
Sikha Diya Aapne.