Sb se ghul mil jaane ki aadt h hame,
Apne alag pehchan banane ki aadt h hame,
Jitna koi gehra gum deta hame,
Utna hi mitha muskurane ki aadt h hame....
Hamesha RAB se wo mango jo Aapki kismat me hai,
Wo nahi jo Aap chahte ho,
Kyuki ho sakta hai Aapki khwahish kam ho,
Magar Aapki kismat me zyada likha ho