SAD STORY IN LOVE
LADKA aur LADKI car me khamosi se
ja rahe the LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne se
pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod
rahi hu.Achanak ek tez raftar wali car unki
car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.US Letter me likha
tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"
PLEASE LIKE THIS
Lஜஜ" MERI GALTI "ஜஜ
हाँ हो गयी गलती मुझसे
मै जानता हुँ,
पर अब भी तुझे अपनी जान मानता हु,
एक आखरी मौका दे मुझे,
आज भी मै तुझे अपनी शान मानता हु,
सिर्फ साँसे ही तो बाकी है,
जब तेरी याद आती है,
याद मे तेरा साथ ये भी छोड जाती है,
गलती तो सबसे होती है,
गलती मुझसे भी हो गयी,
अब माफ भी कर दे मुझे,
क्यु दुर इतना हो गयी तु,
एक गलती के लिए क्यु साथ छोड गयी तु,
क्यु मुँह मोड गयी तु,
क्यु बे-निशान सा निशान छोड गयी तु......!
"BEST OF LUCK APNA KHAYAL RAKHNA"ஜஜ
Mohabbat mein
mohabbat se gala
kato to behtar hai,
mohabbat karne
walo ko larae zahar
lagti hai.
Tumhare mushkurane
par maza leti hai,
Emli bhi,
magar jab ruth jate
ho to mithae bhi
zahar lagti hai.
TU ROOTH JAAYE MUJH SE AISA KABHI NA HO,
MAIN EK NAZAR KO TARSON AISA KABHI NA HO,
MAIN POOCH POOCH HAROON SO SO SAWAL KAR KE,
TUM JAWAB NA DO AISA KABHI NA HO,
KUCH MAIN BHI HUN JANOONI KUCH MERI MOHABBAT BHI,
YEH JUNOON THAM NA JAAYE AISA KABHI NA HO,
MERAY HI SAATH HASNA,MUJH SE HI MIL KE RONA,
MUJH SE BICHAD KE JEE LO AISA KABHI NA HO,
TUM CHAND BAN KAR NIKALNA MAIN DEKHTA RAHOONGA,
KISI RAAT TUM NA NIKLO AISA KABHI NA HO!!!