Khuda Ke Liye Ab Be Rukhi Se Kam Na Le
Khuda Ke Liye Ab Be Rukhi Se Kam Na Le
Tarap Ke Phir Koyi Daman Ko Tere Tham Na Le
Zamane Bhar Mein Hain Charche Meri Tabahi Ke
Mein Daraha Hoon Kahin Koyi Tera Naam Na Le
Kaash Mera Ye Sapna Poora Ho Jaaye..
Raat Hum Unke Khwaabo Me Aa Jaaye..
Ho Hamara Bhi Zikr Unke Laabon Par..
Hum Bhi Unke Dil Ki Dharkan Me Bas Jaaye..!
lover ke liye maa-baap se jhoot bolte hai...
pr lover se kyu nahi....
lover se sadi ke liye parents ko 6od sakte hai.
parents ke liye lover ko kyu nahi.....
lover se puchte hai khana khaya ki nahi...
pr kya parents se kabhi pucha hai....
lover ki 1 kasam se buri aadat 6ut jati hai..
pr papa ke bar bar kahne pr nahi 6udti...
Respect your parents...
Zindagi Ke Safar Ko Lafzon Me Piroya Hai .
Apni Har Gazal Ko Dard Me Bhigoya Hai .
Wah Wah Na Kahna Meri Gazal Pe Yaaro.
Kyun Ki Aaj Phir Se Ye Dil Dard Me RoyaHai ....
Love knows no reasons love knows
Love knows no reasons love knows no lies,love defies all reasons love has no eyes... But love is not blind, Lovesees all but doesntmind.....
Zindagi Mili
“Zara Si Thi”
Kuch Is Me Kami
“Zara Si Thi”
Woh Roz Hota Gaya Paas Mere.!
Lekin Phir Bhi Dori
“Zara Si Thi”
Chand Jaagte Jaagte So Bhi Gaya!
Raat Abhi Beeti
“Zara Si Thi”
Mohabat Baant Di Us Ne Zamane Mein Lekin.!
Jo Mere Hisse Mein Aai
Wo MuhabBAt
“ZARA Si Thi”.
Ro Ro k khuda se teri khushiyon ki
Dua Mangi hai
Aj phir tere liye mein ne qismat se
wafa Mangi hai
Chaand taaron sa tabassum mein ne
Manga hai RAB se
Tere aangan K liye phir baharon ki
fiza Mangi hai
Us K jeevan mein andhera Na ho
ek pal mere "Maula"
Jis ki khatir mein ne har pal
sajdon mein Dua Mangi hai..
Kab Nikalta Hai Koi Dilme Bas Jaane Ke Baad..
Dard Kitna Hota Hai Bichaad Jaane Ke Baad..
Jo Paas Hota Hai Uski Kadar Nahi Hoti..
Kami Mehsus Hoti Hai Uske Dur Jaane Ke Baad..!
koi na jane kis ghadi wo mkam aa jayega,
yun hi khayalon me khoye hue unka paigam aa jayega,
dil ko inhi baato se bahla ke rkha hai,
jabki dil ko ye pata hai koi aayega nahi bas sham hogi aur hathon me jaam aa jayega.*
Waqt Gujrega Hum bhi Chale jayenge,
kaun Jane Hum Kidhar Jayenge,
Naraz Mat hona Meri Shararato se kabhi,
Ye woh Pal hai jo kal Apko Hamari Yaad dilayeng
Agar Bhigne Ka Itna Hi Shauk Hai
Baarish Me,
To Dekho Meri Aankho Me,
Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti
Hai,
Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye
Barasti Hai..