• Categories
  • Love You   314
  • ना दिल से होता है, ना दिमाग से होता है, यह प्यार तो इत्तेफाक से होता है, पर प्यार करके प्यार ही मिले, ये इत्तेफाक किसी किसी के साथ होता है
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Aankhoun Per Aansoo Ki Lakeer Ban Gay Aankhoun Per Aansoo Ki Lakeer Ban Gayi Kabhi Socha Na Tha Aisi Taqdeer Ban Gayi Hum Ne To Pheri Thi Yunhi Ret Per Ungliyan Gor Se Dekha To Teri Tasweer Ban Gayi
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Meri aankhon pe marta tha Meri baaton pe hansta tha Najaney shakhs tha kesa Mujhe khonay se darta tha Mujhe jb b woh milta tha Yehi her bar kehta tha Suno! Agar main bhool jaon to Agar main rooth jaon to Kabhi wapis na aaon to Bhula paao gay yeh sab kuch Yunhi hanstay raho gay kia Yunhi sajtay raho gay kia Yehi batein hain bas us ki Yehi yadein hain bas us ki Mujhay bas yaad hai itna Mujhay woh piyar kerta tha Mujhay khonay sey darta tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Kaash Khusiyon Ki Koi Dukaan Hoti.. Hume Bhi Uski Koi Pehchaan Hoti.. To Bhar Dete Aapke Daaman Ko Khusiyon Se.. Chaahe Keemat Uski Hamari Jaan Hi Kyu Na Hoti..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Wo Apna Bhi Nahi Wo Paraya Bhi Nahi.. Ye Kaisi Dhoop Hai Jiska Saaya Bhi Nahi.. Kisi Ko Chaha Zndgi Ki Tarah.. Us Se Dur Bhi Rahe Aur Bhulaya Bhi Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Anjaan To Is Ghum Se Koyi Rah Nahi SaKta, Koyi Zabt Karta Hai To Koyi Seh Nahi SaKta, Mohabbat To Har DIL Ko Ho Jati Hai, Koyi Izhaar Karta Hai To Koyi Kah Nahi SaKta.
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Meri Khushbu Tumhein Kho Legi Gulabo Ki Tarah Tum Agar Khud Se Na Bolo Ge To Yaad Aaonga Sard Raato Ke Mahkte Huey Sanato Mein Jab Kisi Phool Ko Chumoge To Yaad Aaonga
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apniaadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Koi Kehta Hy yadain Nasha Ban JatiHain, . Koi Kehta Hy K yaden Saza Ban Jati Hain, . Per yaad Jab Sachy Dil Sy Kro Tu, . yadein Hi Jiney Ki Waja Ban Jati Hain..
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Hamari Mohabbat Karne Ki Ada Niraali Hai.. Dosto Hum Dilse Yaad Karte Hain Usko.. Jis Ne Hume Dilse Nikaal Rakha Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • EK PYARI SI DUA’ …Tu Jab Bhi Koi Dua Karey… …Mera RAB Tujhy Wo Ataa Karey… …Teri Jholi Ho Khushio’n Sy Bhari… …Bin Maangy Tujhy Sab Wo Ataa Karey… …Tu Haath Uthaye Baad Main… …Mera RAB Tujhey Wo Cheez Pehley Hi Ataa Karey… ~Aamiin~
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Is Dil Mein Khayaal Jab Tumhaare Hote Hai, Mere Daaman Mein Chaand Aur Sitaare Hote Hai, Ek Main Aur Meri Tanhai Shab-E-Hizar Mein, Aur Tumhari Yaadon Ke Sahare Hote Hai, Tera Aana,Muskurana,Mujhse Lipat Jaana Haath Mein “Kamal” Ye Chalti Hai Khud-Ba-Khud, Ek Khayaal Aur Kamaal Kitne Saare Hote Hai, Jab Kalam Ko Zakhmo Ke Ishaare Hote Hai..!!!..
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Aapko Paakar Khoona Nahi Chaahte.. Itna Khush Hokar Roona Nahi Chaahte.. Ye Aalam Hai Hamara Aapse Judaai Me.. Ki Ankho Me Neend Hai Magar Soona Nahi Chaahte..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • As days go by, my feelings get stronger, To be in ur arms, I can’t wait any longer. Look into my eyes & u’ll see that it’s true, Day & Night my thought r of U..
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Khwaaish Thi Meri Uske Dilme Bas Jaane Ki.. Uske Baahon Me Toot Kar Bikhar Jaane Ki.. Jab Pauchi Uske Ghar To Dekha.. Wo Dua Kar Rahe Thay Kisi Aur Ko Paane Ki..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • U Are Far Away Yet So Close.. Our Heart Are Apart Yet They Are One.. Our Memories Are Whole They Keep Us Together.. Our Love Is Strong It Gives Us Strength.. I Miss U And I Love U With All My Heart..!
  • 10 years ago



    Tags : Love You
  • Har ladki ki life me ek aisa ladka hota hai jaisewoh bhula nahi sakti.. . . Or . . Har ladke ki life me ek aisee ladki hoti hai jise woh paa nahi sakta....
  • 10 years ago



    Tags : Love You