Naraaz Naa Ho Humse Hum Na Reh
Payenge..,
Itna Bada Sadma Na Seh Payenge..,
Deti Hai Gum Zindagi Pal Pal humein ..,
Tune Diya To Jeene Se Pehle Hi Mar
Jayenge….....
~ P Y A A R I ~ Z I N D A G I ~ Me
1 ~ P Y A A R I ~ Khata Kijiye
P Y A R Ho Jaye Jise Use Bata Dijiye
Na Kar Sako Ikrar To Bas Itna Kijiye
Jise Kehte Ho "A A P" Ushe Bas "T U M" Keh Dijie
Kabhi tum muje kareeb se aa k dekna
Aise nahi jara aur paas aa k dekhna,
Main tum se kitna pyar karta hoon,
Mujhe kabhi seene se laga kar dekna,
Main tuje ashko ki kataar me najar aaunga,
Meri yaad main kabhi aansu baha k dekna,
Hakikat ki raho me sapne tut jate he,
Mausao badle to phool bhi sukh jate he,
Kabhi hume bhi yaad kr liya karo,
Fir mat kehna ki dost kyo ruth jate he.....
Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho,
Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho,
Duriyon K Hone Se Koi Fark Nahi Padta,
Aap Ki Bhi Hamari Thi Or Aaj Bhi Hamari Ho.
Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
samne aate hi nazar jhukate hai woh,
Baat karte nahi,
ya hoti nahi,
par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh....
:couple:साथ :walking:चलने के लिए साथी चाहिए :sob: आंसू रोकने के लिए :innocent:मुस्कान चाहिए :heart: जिंदा रहने के लिए जिंदगी चाहिए और जिंदगी जीने के लिए :point_right::princess:आप चाहिए !!