• Categories
  • Sad SMS   192
  • Subah Juda Hai Raat Juda Hai, Apni To Her Baat Juda Hai, Tumse Bichar Ker Aisa Laga, Jaise Dua Main Haath Juda Hai, Sab To Aate Rahte Hai, Tum Aao To Baat Juda Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • मौसम बदल रहा है तुम अपना ख्याल रखना, . . . . . . . (◦.◦) <) )> _/ /_ बदलता मौसम और बदलते लोग बहुत तकलीफ देते हैं...
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • #दर्द :broken_heart: #नसीब :relieved: से #मिलता_है :point_up: #मेरी_जान, :woman:
    #औक़ात :smirk: कहाँ है #तेरी :point_up: #मुझे :boy: #तड़पाने_की ।। :smirk::smirk:
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS , Sad Whatsapp Status
  • Tujhe Bhool Kar Bhi Na Bhool Payenge Hum Bas Yahi Ek Wada Nibha Payenge Hum Mita Denge Khud Ko Bhi Jahan Se Lekin Tera Naam Dil Se Na Mita Payenge Hum
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Zindagi jiyo toh jarurat ke mutabik Kabhi bhi khawaisho ke mutabik nahi kyuki jarurat toh fakeero ki bhi puri ho jati h Aur khawaisho ameero ki bhi aduri rah jati h
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kore Kagaj Ki Tarah, Meri Zindagi Veeran Hai, Gham Ki Duniya Mein Yaaro, Gham Hi Meri Pahchan Hai, Khud Gham Sada Hoke Bhi, Karta Hai, Khush Logon Ko, Sach Toh Yeh Hai Sanam, Ki Dard Hi Jaan Hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • zindagi me 2 cheeze humesha tutne k liye hi hoti hain 1- saans 2- saath Saans tutne se to insaan ek hi baar marta hain par kisi ka sath tutne se insaan pal-2 marta hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Parwah kar uski jo teri parwah kare Zindagi mein jo kabi na tanha kare Jaan ban ke utar jaa uski ruh mein Jo jaan se b jyada tujhse wafa kare
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Zindgi Se Pucho Ye Kya Chahti Hai Bas Ek Dil Se Wafa Chahti Hai Kitni Masoom Aur Nadaan Hai Zindagi Khud Toh Bewafa Hai, Aur Dusro Se Wafa Chahti Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Hum Tumse Khafa Ho Nahi Sakte Wada Kiya Hai Bewafa Ho Nahi Sakte Tum Bhale Hi Hume Bhulkar Kisi Aur Ke Ho Gaye Magar Hum Tumhe Bhool Kar To Jee Bhi Nahi Sakte
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Humne Unhe Pa Kar Kabhi Khona Nahi Chaha Judai Mein Unki Kabhi Rona Nahi Chaha Unhone Humare Pyar Ko Na Sambhala Kabhi Phir Bhi Humne Kisi Aur Ka Hona Nahi Chaha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Zubaan Khamosh Ankhon Mein Nami Hogi Yahi Bas Ek Dastan-E-Zindagi Hogi Bharne Ko To Har Zakham Bhar Jayega Kaise Bharegi Wo Jagah Jaha Teri Kami Hogi
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Dard E Dil Ne Dekho Kitne Gham Jhele Hain Mere Masoom Dil Mein Zakhmo Ke Kitne Mele Hain Mehfilon Ki Khwahish Thi Mujhe Dekho Zindagi Mein Aaj Hum Kitne Akele Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Hamesha….. Dil Dekhta Hai Tumhe Sapno Mein, Dil Kahta Hai Tumhe Sapno Mein, Dil Mahsoos Karta Hai Sapno Mein, Dil Bichhadta Hai Sapno Mein, Dil Rota Hai Sapno Mein, Kis Din Yeh Dil Na Dhadka Sapno Mein, Bas Tumhare Liye….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kab Dursro Ka Sath Nibhate Hain Log Aansu Ki Tarah Bichad Jate Hain Log Wo Zamaana Aur Tha Gairon Ke Gham Mein Jab Rote The Log Ab To Apno Ko Rulakar Muskurate Hain Log…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Ye Na Socho Ke Faqat Naam Liya Karta Hai Ek Deewana Teri Chahat Mein Jiya Karta Hai Wo Jaanta Hai Ke Tu Us Ke Muqaddar Mein Nahi Phir Bhi Har Roz Tujhe Yaad Kiya Karta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Jab Jab Main Leta Hu Saans, Tu Yaad Aati Hai, Meri Har Ek Saans Mein, Teri Khusbu Bas Jaati Hai, Kaise Kahun Tere Bina, Main Jinda Hun, Kyonki Har Saans Se Pahle, Teri Khusbu Aati Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Bina Bataye Usne Na Jaane Q Ye Duri Kar Di, Bichad K Usne Mohabbat Hi Adhuri Kar Di, Mere Mukaddar Me Gum Aye To Kya Hua, Khuda Ne Uski Khwaish To Puri Kar Di…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS