Apna wallet nikalo aur usme se 1000 ke note nikalo.
Gandhi ji ke photo ko dekh ke bolo
‘Happy Birdday, Bapu..’
Woh note leke milo shaamko,
Bapu ka birthday celebrate karenge..!!
Puri zindagi ahinsa ki
Laathi lekar chalne wala insaan.
Uski photo esi jagah pe chipka di
Ki wo hinsaa ki
Aaj sabse badi cheez ho gayi.
PAISA
Work Harder Today.
Happy Gandhi Jayanti.
Jo Bhagwan ko nahi manta use me Insaan nahi manta,
aur, jo Gandhiji ko nahi manta use me Indian nahi manta.
Wishing all Indians happy ‘Gandhi Jayanti’ on 2nd Oct.