Dosti Se Kimati Koi Jageer Nahi Hoti;
Dosti Se Khubsurt Koi Tasveer Nahi Hoti;
Dosti Yoon Toh Kacha Dhaga Hai Magar;
Is Dhage Se Majboot Koi Zanjeer Nahi
Hoti!
Nazuk Si Bhool Se Shisha Na Toote,
Choti Choti Bato Se Apne Na Ruthe,
Thodi Si Bhi Fikar Agar Aapko Hai Hamari,
To Koshish Karna Ki Yeh Dosti Na Toote.
Dost barf k gole ki tarah hote h,
jise bnana to bahut asan hota h,
magar banaye rkhna bahut mushkil.. . .
So take care mere barf k gole. pighal mat jana...
Dil Kee Zarurat Har Jaan Ko Hotee Hai ,
Taaron Kee Zarurat Har Aasman Ko Hotee Hai,
Dua Karte Hain Ham Ke Salaamat Rahen Aap,
Kyon Ki,
Eik Achhe Dost Kee Jarurat Har Insaan Ko Hotee Hai…
FRIENDSHIP is not how u forget
but
How you forgive,
Not
How you listen
But
How you understand,
Not
What you see,
But
How you feel,
But Not
How you let it go
But
How you HOLD ON
Kya Fark Hai Dosti Aur Mohabbat Mein........???
.
.
.
.
Rehte To Dono Dil Mein Hi Hain
Lekin,
Fark Bas Itna Hai....
.
.
.
.
Barson Baad Milne Par
Mohabbat Nazar chura leti hai Or
Dost Seene Se
Laga Lete hai ..
Radha ji ne krishna ji se pucha
Dost or Pyar me kya fark H?
krishna ne hans kr kaha: Pyar sona H aur Dost Hira, sona tut kr dobara Ban skta H, mgr Hira nhi....
Aapki dosti hamain is Kadar hai pyari,
Jis tarah bin paani ke machli hai bechari,
Ab Na aur koi khuwaish hai,
Bus tum dost bane rehna yahi guzarish hai...!
Sath Agar Doge Mukurayenge Jarur
Pyaar Agar Dil Se Karoge To Nibhayenge Jarur
Raah Mein Kitne Kante Kyu Na Ho
Aawaz Agar Dil Se Doge Aayenge Jarur
Waris
Aaj Phir Us Sooni Raah Se Guzarna Hua
Mann Mein Mere Khayalon Ki Maouj Ka Uthna Hua
Laakho Ki Bheed Mein Kyun Tanha Hun
Kaun Hai Jise Main Apna Kahun
Dil Apna Hatheli Pe Liye Chala Hun
Kise Sopun Yeh Amaanat Dhundh Rahaa Hun
Kai Aaye Aur Chal Diye Ise Istemaal Karke
Koi Naa Aaya Jo Rahe Is Mein Iska Banke
Apne Dil Mein Hasratein Liye Ghum Raha Hun
Inko Poori Karne Ki Aarzoo Mein Jee Raha Hun
Hum Ne Toh Us Raah Ke Darakhaton Se Bhi Dosti Karli
Humein Kya Pataa Patjhad Mein Woh Patte Bhi Chale Jayenge
Aaj Phir Us Sooni Raah Se Guzarna Hua
Dil Mein Aaj Phir Dafan Mera Armaan Hua…
Ae Mere chahnewalo Kabhi Apna Bhi Zamana Tha,
Saara Shaher Apna Dewaana Tha,
Tum To Karte Ho Dostoun Se Dosti,
Apna To Dushman Se Bhi Yaarana Tha....
K.k