Doston Ke Liye Mai Dillagi Bhula
Dun, Doston Ki Khusi Ke Liye Apni
Khushi Bhula Dun, Mere Dost Hai
Meri Zindagi Se Badh Kar. Dosti
Ki Khatir Mai Zindagi Bhula Dun.
Khaali hai Botal phir v Piye jaa raha hu,
Zindagi se bor hu phir v Jiye jaa raha hu,
Kisi V DOST ka SmS nahi aa raha,
Phir v har DOST KO SMS kiye ja raha hu
Tadaapte Hai Din Raat Par
Jataate Nahi..
__
Haal E Dil Koi Puche Hum
Bataate Nahi..
__
Aapko Sunkar Hogi Hairat
Badi Dosto..
__
Hum Unhe Chaahte Hain Jo
Hume Chaahte NahI...
Sachme friends...
Har Aansu Ka Matlab Gam Nahi Hota, Duriyan Hone Se Rishta Khatam Nahi Hota, Har Waqt Yaad Aati Hai Aapki Kyunki, Dosto Ki Yaado Ka Koi Mausam Nahi Hota.
वो याद नहीं करते, हम भुला नहीं सकते;
वो हंसा नहीं सकते, हम रुला नहीं सकते;
दोस्ती इतनी खूबसूरत है हमारी;
वो बता नहीं सकते, हम जता नहीं सकते।
By sharad maurya
Dosti hamari hai sabse pyari,
Koi chahe kitna, na tootegi yaari hamari,
Kab tak rahenge saath ye nahi jaante hum,
Par bhula na paaoge kabhi ye zaroor jaante hain hum..
Kaanto Me Rehkar Bhi Hum Zndgi Ji
Lete Hain, Har Zakhm Apne Honto
Se Si Lete Hain, Jis Haath Ko
Keh Diya Dost Ka Haath, Us Haath
Se Hum Zehar Bhi Pi Lete Hain.
Gujri Hui Jindgi Ko Kabhi Yaad Na Kar,
Taqdir Me Jo Likha Hai Uski Fariyad Na Kar,
Jo Hoga Wo Hokar Rahega,
Tu Kal Ki Fikar Me,
Apni Aaj Ki Hasi Barbad Na Kar.
like
Chamak sachche motiyon ki kabhikam nahi hoti
Nakli to kuchh pal ki chamak de jate hai
Beech tufan ke manzar me chhoddete hai dhongi
Par sachche dost sahil tak sath nibhate hai.