Ae dost teri yaad mein dil ka usool hain Hm tujhko bhul jayenge ye teri bhul hai, Meri aankho se koi aansu na nikla lekin, Ghar ke har dar se rone ki sada aati hai, Shikwe b ziyada h or shikayat b bahut h Or is k liye dil me mohabbat bhi bahut hai, Tum anjan se bichad jao to mayus na hona Kyuki rishto k nibhane me musibt b bahut h
kabi Masti-Kabi Jhagda,
Kabi Ansu-Kabi Hashi,
Chhota Sa PaL Choti Choti Khushi,
EK Pyar ki Kashti-aur dhero masti,
Bas Isi ka Naam Hi To Hai
*D*O*S*T*I*
Khusboo ki tarah meri sanson mein rehna..
Lahu banke meri nas nas mein behna..
Dosti hoti hai rishton ka anmol gehna..
Isliye dost ko kabhi alvida na kehna....
Sweet
Kaha Se Aati Hai Ye Hichkiyan, Kaun Is Kadar Fariyad Karta Hai
Khuda Use Salamat Rakhe, Jo Din-Raat Hame Yaad Karta Hai
Aap Ko Har Safar Ka Kinara Milega
Chamakta Hua Har Shitara Milega
Aayegi Chehre Par Pyari Muskan Sms Jab Hamara Milega
Aap Hame Rula Do Hame Koi Gam Nahi
Aaap Hame Bhula Do Hame Koi Gam Nahi
Jis Din Hamne Aap Ko Bhula Diya Samajh Lena
Is Duniya Me Ham Nahi
Dil Me Dard Ko Daba Ke Jeete Hain Hum
Apne Gam Duniya Se Chhupa Ke Jeete Hai Hum
Kya Lootega Jamana Hamari Khushi Ko
Khud Apni Khushi Kisi Par Luta Ke Jite Hai Hum
Pass Apke Duniya Ka Har Sitara Ho
Door Aapse Gam Ka Har Kinara Ho
Jab Bhi Apki Palke Khule
Saamne Wahi Ho Jo Duniya Me Sabse Pyara Ho
dosto..! kbhi bhi realtives se jyada dosto
ki kadar krna..
bqz..ye sabak mene to sikh liya h..
aaj fir mene dekha frnds hi musibat me
sabse jyada kam aate h..
DOST ka matlab: 1 pyara sa
DIL, jo kavi nafrat nahi
karta...... 1 SMILE , jo kavi
fiki nahi padta..... 1 EHSAS ,
Jo kavi dukh nahi deta.....
aur 1 RISTA, jo kavi khatam
nahi hota....
A Friend Is Someone We Turn To When Our
Spirits Need A Lift, A Friend Is
Someone We Treasure For Our Friendship
Is A Gift, A Friend Is Someone Who
Fills Our Lives With Beauty, Joy,
And Grace, And Makes The Whole World
We Live In A Better And Happier Place.
"इतने दोस्तो मे भी एक दोस्त की तलाश है मुझे
इतने अपनो मे भी एक अपने की प्यास है मुझे
छोड आता है हर कोइ समन्दर के बीच मुझे
अब डूब रहा हु तो एक सािहल की तलाश है मुझे
लडना चाहता हु इन अन्धेरो के गमो से
बस एक शमा के उजाले की तलाश है मुझे
तग आ चुका हु इस बेवक्त की मौत से मै
अब एक हसीन िजन्द्गी की तलाश है मुझे
दीवना हु मै सब यही कह कर सताते है मुझे
जो मुझे समझ सके उस शख्श की तलाश है मुझे"
Hasi ko inbox...
Aansu ko outbox...
Gusse ko delete...
Muskaan ko sent...
Dil ko karo vibrate...
Fir dekho zindagi ki "RINGTONE" kitni pyaari lagti hai
Tamam tazkirah me azeem tajkirah hai dosk ka.
Mano to sabse ohda or nirala safar hai dost ka
Dosti me har sakhsee pahlu ka zikra kar lete hai log,
Itemade itna hai ki dil se qadar karte hai dost ka.