नफरतो के बाजार में , जीने का एक अलग ही मजा है।
लोग "रुलाना" नहीं छोड़ते,
और
हम "हँसना" नहीं छोड़ते ।
"हमने अपने नसीब से ज्यादा अपने दोस्तों पर भरोसा रखा है
क्यूंकि
नसीब तो बहुत बार बदला है ,
लेकिन मेरे दोस्त आज भी वही है"
Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz Nahi Khiltay Yeh Woh Honth Hain Jo Kabhi Nahin Siltay Hum Se Bichhro Ge To Ehsaas Hoga Tumhein Hum Woh Dost Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay…
Nayi Cheez Dekho:
Voda (F) one
Ai(R) cell
Rel (I) ance
id(E) a
Bs(N) l
TATA In(D) icom
Dekho FRIEND ke bina
saare mobile network
adhura hain - Kyunki
har ek friend zaroori
hota hai!
Manjil Chod Deta Hai Nav To Sahil Nahi Milta,
Pyar Ki Kashti Ko Koi Kinara Nahi Milta,
Ager Tut Jaye Dil To Kherat Main Milti Hai Tanhai,
Per In Ansuon Ko Samjne Vala Koi Nahi Milta…
Rivers are many but ganga is one,
Flowers are many but Rose one,
Mountein are meny but himaliya is one,
Friends are many but best friend is you.
$uresh rajpurohit gudanal
Dooriyon se farq nahi padta
Dooriyon se farq nahi padta,
Baat to dilon ke nazdikiyon se hoti hai,
Dosti aap jaise kuch khaas logon se hoti hai,
Varna mulakat to roz na jaane kitne logon se hoti hai.
pyar karne wale ki kismat buri hoti hai,
har mulaquat judai ki ghadi hoti hai,
agar waqt mile to zara rishtey ki kitab padhe lena,sweet
dosti har rishtey se badi hoti hai.
doshti ki tadap ko dikhaya nahi jata..? Dil me lagi ho aag use bujhaya nahi jata..? Kitni b dori ho aapki dosti me..? Par aap jaise dost ko bhulaya nahi jata..?