Nafrat Na Karna Kabhi Humse
Hum Yeh Sah Nahi Payenge
Bus 1 Bar Kah Dena Ke Zarurat
Nahi Tum Jaise Dost Ki
Aap Ki Kasam Aapko Peetne
Aapke Ghar Tak Chale Ayenge..
Fir Se Apni Ek Nayi Duniya Basaani Hai Mujhe
Beeti Hui Har Baat Bhulaani Hai Mujhe…
Laga Ke Apni Zindagi Ki Kashti Me Naya Engine
Gham’e Samundar Se Paar Lagaani Hai Mujhe…
Nahi Bhulna Hai Kisi Bhi DOST, YAAR Ya TYOHAAR Ko
Pehle Jaisi Apni Image Banani Hai Mujhe…
Nibhani Hai Dosti Aise Ki Har Dost Ko Mujhse Pyar Ho
Jaise Main Karta Hun Sabka, Sabko Mera Intzaar Ho
Main Jaannta Hun Mujhme Shaayad Wo Baat Nahi.Lekin
Jeene Ki Ek Nayi Misaal Duniya Ko Dikhani Hai Mujhe…
Wo Pasand Nahi Jinko Mera “AAP” Kehna
Unhe “TU “Kehne Ki Aadat Bhi Lagaani Hai Muhe…
Saabit Karna Hai Shayari Sirf Dard Ka Naam Nahi, Aye “RAJAN”
Kuch Pyaar Kuch Chaahat Bhari Shayari Bhi Banani Hai Mujhe
Ab Khush Rehna Hai Bhool Ke Har Beeti Yaad Ko
Kisi Se Wada Kiya Hai Uski Baat Nibhaani Hai Mujhe…
Har subah ki dhoop kuch yaad dilati hai, Har phool ki khusboo ek jadu jagati hai,
mano na mano pr ye such hai mere yaar,
subhah hote hi aapki yaad aa jati hai.
Phone na karna paisa kharcha hoga!
mis call na karna battery law hoga!
Latest SMS na karna time waste
hoga! srif dil se ek bar yaad karna
kuch kharcha na hoga!
Har din se pyara lagta hai hame ye khaas din,
Hum jise bitana nahi chahte aap bin,
Vaise to dil deta hai sada hi dua apko,
Phir bhi kehte hai mubarak ho Janmdin apko.
`
Dosti Imtihan Nahi Viswas Mangti Hai,
Nazar Aur Kuch Nahi Dost Ka Deedar Mangti Hai,
Zindagi Apne Liye Kuch Nahi Par Aapke Liye.
Dua Hazaar Mangti Hai.
Apni Zindagi Ka Alag Usool Hai,
Dost Ki Khatir To Kante Bhi Kabool Hai,
Has Ke ChalDu Sishe Ke Tukdo Par Bhi,
Agar Dost Keh De Ki Ye To Mere Bichaye Hue Phool Hai.
प्यार की मस्ती किसी दुकान में नहीं बिकती,
अच्छे दोस्तों की दोस्ती हर वक़्त नहीं मिलती,
रखना सदा दोस्तों को दिल में सजाकर,
क्योंकि यारों की यारी कभी गैरों से नहीं मिलती।
Teri Dosti Ne Mujhe,
Dard Sahna Sikha Diya,
Marti Huyi Rooh Ko Jeena Sikha Diya,
Kya Kahun Kya Hai Tera Saath Mere Liye,
Tere Saath Ne,
Mere Aansuo Ko Muskurana Sikha Diya…
Kaanto Me Rehkar Bhi Hum Zndgi Ji
Lete Hain, Har Zakhm Apne Honto
Se Si Lete Hain, Jis Haath Ko
Keh Diya Dost Ka Haath, Us Haath
Se Hum Zehar Bhi Pi Lete Hain.