EK VAR KE BOY KO PATA CHALA KI VAH MARNE VALA HAI .
IS LIYE USNE DO LOG KO SMS KIYA"MAIN JA RAHA HUN".
TO PAHLE SMS KA JAVAB AAYA KI "ME FREE NAHI HUN TUM AKELE JAO".VAH USKI GIRLFRIEND THI.
DOOSRE SMS KA JAVAB AYA KI "AKELE KAHAN JA RAHE HO MUJE BHI SATH LE JAO". YAH USKA DOST THA...........................!!!!!!!!!!!
Mera Bhagwan Tab Kush Nhi Hota Jab Me Kisi
pe Aihshaan Karu Aur Usse Yaad Karu,
Balki Mera Bhagwan Toh Tab Kush Rehta H Jab
Koi Mujh par Aihshaan Kare Aur Me Usse Yaad karu....
Agar Aap Fight Kar K Maar Kha Ke Ghar Aate Hai To
Ghar ke Logo Ka Reaction
Ur dad: chal chor, ab us ladke k paas mat jaana.
.
.
.
Ur mom: Aare Mere bete ka kya haal kar dia.
Ur sister: bhaiya Dard ho raha hai Kya.....??
Ur Lover: kutto ki Tarah ladaai karke pit k Mere samne kyo Khade Ho ??
.
But Friend says.
.
.
.
.
Gaadi Nikaal Saaale bc ghar se nikal ke marenge chal.. :@
Kuch Dost Aise Bhi Mile Mujhko
Jo Saath De Na Sake Dosti Nibha Na Sake…
Ek Hum Bhi Hain Jo Nibhaate Hain Is Kadar,
Unhe Bhul Na Sake Jo Hame Apna Na Sake…
Is Kadar Khaya Dhokha Apne Hi Logon Se,
K Fir Kabhi Dosti Ka Haath Badha Na Sake…
Aye Khuda Baksh De Har Khushi Unko,
Jo “Rajan” Ki Khushiyon Ko Dekh Ke Muskura Na Sake…
Have a heart that never hardens
have a smile that never fades
have a touch that never burnt
and have friendship that never breaks.!!
Happy Friendship Day 2 my sweet Friend.
aapki duaao se hame wo sahara mila .
jo mil na saka wo kinara mila.
kin lafjon me hum bayan kare ke, jaane kitno ke beach me koi friend itna pyara mila@Khan@
वो याद नहीं करते, हम भुला नहीं सकते;
वो हंसा नहीं सकते, हम रुला नहीं सकते;
दोस्ती इतनी खूबसूरत है हमारी;
वो बता नहीं सकते, हम जता नहीं सकते।
By sharad maurya