Aap Nhi To Jindagi Me Kya Rah Jayega
Dur Tak Tanhaiyon Ka Silsila
Rah Jayega Har Kadam Par Saath
Chalna Mere Dost Varna
Aapka Ye Dost Akelaa Rah Jayega.
Mehek Dosti Ki Kisi Ishq
Se Kam Nahi Hoti, Yeh Duniya
Ishq Pe Khatam Nahi Hoti,
Agar Sath Ho Zindgi Mein
Sache Doston Ka Toh Yeh Zindagi
Kisi Jannat Se Kam Nahi Hoti!....
karni mujhe khuda se kuch faryad baki hai.? Kahni hame unse kuch bat baki hai..? maut aayegi to kah denge jara ruk...? Abi hamare dosht se ik mulaqat baki hai.,?
ये मेरे ऊन दोस्तो के लिये जीन को कहि दिनो से मिल नहीं पाया हु...
अर्ज किया हे...
मैं भूला नहीं हूँ किसी को ...
मेरे बहुत कम दोस्त है ज़माने में ...
बस थोड़ी जिंदगी उलझी पड़ी है ...
दो वक़्त की रोटी कमाने मे
Raste Aise ho jo chalne par majbor karde..
Maikhane Aise ho jo pine par majbor karde
zindagi jab daman chodne lage to
dosht Aise ho jo jine par majbor karde
Socha Na Tha Kbhi Aisi Dosti Hogi
Sath Mere Aap Jaisi Hasti Hogi
Jannat Ki Galiyo K Khwab Q Dekhu
Agr Hum Sare Dost Sath Honge,
To Nark Me Bhi Masti Hogi.
DOSTI ka matlab 1pyara sa Dil jo kbhi nafrt nahi krta.
1qute smile jo fiki nahi padti. 1ehasas jo kbhi dukh nahi deta. Or
1Rista jo kbhi khatam nahi hota.