बरसात की जरूरत..हर रेगिस्तान को होती है,
सितारों की जरूरत …हर आसमान को होती है,
आप हमें भूल मत जाना..
क्युँकी सच्चे प्यार की जरूरत..हर इन्सान को होती है
Nahi sirf jashn manana,
Nahi sirf jhande lehrana,
Yeh kaafi nahi hai watanparasti,
Yadon ko nahi bhulana,
Jo qurbaan hue,
Unke lafzon ko aage badhana,
Khuda ke liye nahi ..
Zindagi watan k liye lutana.
Happy Republic Day!
Being A Republic Nation
You have…
Freedom in Mind,
..
Faith in Words,
..
Pride in our Heart,
..
Memories in our Souls.
..
Lets Salute the Nation on
The REPUBLIC DAY 2015!
Being A Republic Nation…..
You have……
Freedom in Mind……
Faith in Words……
Pride in our Heart…..
Memories in our Souls…..
Let’s Salute the Nation on……
Wish you a Happy Republic Day 2013
SABHI BHARAT VASION KO
REPUBLICDAY KI
HARDIK SHUBHKAMNAYEIN,
MERI DUA HAI MERE DESH PER
KISI KI NAZAR NA LAGE,
AESE HI FULON KI TARAH
MAHEKTA RAHE
JAIHIND
Aao Desh Ka Samman Kare
Shahido Ki Shahadat Yaad Kare
Ek Baar Fir Se Rashtra Ki Kamaan..
Hum Hindustani Apne Haath Dhare..
Aao..
Swantantra Diwas Kaa Maan Kare…
We the youth of India should take the pledge that till our last breath we will fight terrorism, we will protect our mother INDIA with all we have.. JAI HIND!!
Happy Republic Day
Woh Shama Jo Kaam Aaye Anjuman Ke Liye,
Woh Jazba Jo Qurban Ho Jaaye Watan Ke Liye,
Rakhte Hain Hum Woh Houslein Bhi Jo Mar
Mitey Hindustan Ke Liye.
Happy Republic Day!
Woh shama jo kaam aaye anjuman ke liye,woh jazba jo qurban ho jaaye watan ke liye,rakhte hain hum woh houslein bhi jo mar mitey hindustan ke liye.
Jay hind
@hhb@
On the Republic Day
Let�s carry on ritually remembering
each other and greet
on occasions, on anniversaries;
let�s carry on to count years,
add on the numbers,
for the delight of managers
of our affairs;
let�s hope for the magic wand
to work miracles by the turn
of the endless night.
e mere dosto karo un sahido ki sahdat jine ap bhol gye ho
,karo ap une salm jine ap bhol gye ho ,
kiu ap bhol jate ho apno ke khun baha tha jab mili thi aajdi
.dil me basao or sahido ki sahdat
dil se yed karo
Watan hamara misaal mohabbat ki,
Todta hai deewaar nafrat ki,
Meri khush naseebi mili zindagi is chaman mein.
Bhula na sake koi iski khushbu saton janam mein.
Happy Republic Day!
Reunite On This Republic Day
To Celebrate the Victory of Our Freedom Fighters
and Rejoice in the Sacrifices
That Made It Possible On This Republic Day,
Let Us Unite In the Chant Vande Mataram
and Let the Glory of Our Land
and the Spirit of India Live Forever
He
Mere Desh ke naw Jawano
Abhi Tak markar Dekha Bewafa Sanam ke liye
Duptta Na mila hai kafan ke liye.
Ek Bar Markar dekho watan ke liye
Tiranga Milega kafan ke liye.
jay hind