तू देख या न देख, तेरे देखने का ग़म नहीं,
तेरा न देखना भी तेरे देखनेसे कम नहीं,
सामिल नहीं हैं जिसमे तेरी यादे ......
वो जिन्दगी भी किसी जहनुम से कम नहीं!
Dilbadal na dena , SIM card ki tarah
Dosti low mat karna , battery ki tarah
Pyar kam na karana , balance ki tarah
Bich me chhod na dena , network ki tarah
Hamesha mera sath nibhana , charger ki tarah…
bar ye hi gila hai zindgi se humein kya mila hai zindgi se game ki aandhi hain dukh ke saye hai sitam jane kya kya humne uthaye hai bas ye he gila hai zindgi se humne kya mila zindgi se...
Dekh Ke Humein Woh Sir Jhukate Hai
Bhula Ke Mehfil Mein Nazrein Churate Hai
Nafrat Hai Humse Toh Bhi Koi Baat Nahi
Par Gairon Se Mil Ke Dil Kyun Jalate Hai
Pyaar Jo Kisise Karoge To Ruswayi Hi Milegi,
Wafa Jitni Bhi Karoge Burayi Hi Milegi,
Chahe Kisiko Kitna Bhi Apna Bana Lo,
Jab Bhi Aankh Khulegi Tanhayi Hi Milegi.
Wo Raat Dard Or Sitam Ki Raat Ho Hogi..
Jis Din Ruksat Unki, Baraat Hogi.
Ye Soch Kr..
Aksar Nind Se Uth Jate He Ham..
Ki Ghero Ki Baahon Me Unki Saari Kaaynaat Hogi.
aub toh gham sehne ki aadat si ho gayi hai
raat ko chhup chhup rone ki aadat si ho gayi hai
tu Bewafa hai.
khel mere dil se ji bhar ke
hamein toh ab chot khaane ki aadat si ho gayi hai.
Sab kuch milta hai bas ek "khudai" ke siwa,
zindagi bahut pasand aayi ek "ruswai" ke siwa,
meri chahat ka ehsas bhi na kar sako ge tum,
us ki har ada pasand hai ke "bewafai" ke siwa.