Jaane lage jab woh chhod kr daman mera,
Tute hue dil ne ek aahat kardi,
Socha tha chhupa lenge hr gham apna,
Pr kambakht ankhon ne ro kr bagawat kardi.
Some Battles Have To Be Fought Alone,
Some Paths Have To Be Crossed Alone,
So Never Be Emotionally Attached With Anyone.
You Never Know When You Have To Walk Alone
Kisi ki dosti me gheri chot khaai hai,
waffa se phele hi bewaffai paai hai,
log duaa maangte hai is haal me marne ke liye,
par humne usi ki yaad me jeene ki kasam khaai hai.
Tu Bewafa Hai Ye To Muze Pahle Hi Pta Tha...!
Tabhi TuzSe Maine Pyaar Beshumar Kiya Tha...!!
Zanaza Mera Uthe Us Se Pahle Mehendi Lga...!
Aur Kisi Ko Apna Bnayegi Pahle Hi Pta Tha...!!
Tu Bewafa Thi Bewafa Hai Bewafa Hi Rahegi...!
Sabne Tuze Muhabbat Ka KhudaMan Liya Tha...!!
Jabse Tumhe Apna Dilbar Maana Hai..
Pyar Kya Hota Hai Ye Aapse Jaana Hai..
Ankho Se Neend Udi Dil Ka Chain Khoo Gaya..
Aap Hi Aap Ho Mujhme Samaaye..
Ye Humne Maana Hai..!
Mujko Rula Kar Dil Uska Bi Roya To Hoga,
Uski Ankho Par Bi Aansu Aaya To Hoga,
Agar Na Kiya Kuch Haasil Hamne Pyar me,
Kuch na Kuch Usne Bi Khoya To Hoga..
Ek lamha ek manjar gujar jaata h.
Jab apna koi begana najar aata h.
Yu to aawaz aati h har shishe k tutne ki,
Par kabhi bin awaaz k sab kuch tut jaata h.