• Categories
  • Broken Heart SMS   700
  • Dil tod k inam-e-wafa de gye kya khub mohbat ka sila de gye itni C hui khata Hmse k pyar se dekha unhe Or wo ankho ko tarasne ki saza de gye
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Mai Adat Hu Uski Wo Jarurat Hai Meri.. Mai Farmaish Hu Uski Wo Ibaadat Hai Meri.. Itni Asaani Se Kaise Nikaal Du Use Dilse.. Mai Khwaab Hu Uska Wo Haqiqat Hai Meri..!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Chiragon ko aur tej kar do, kyunki roshni bahut kam hai aur, main tamaam umar tera intezaar kar lunga, phir bhi yeh gam rehega ki"Zindagi kam hai"
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Majbooriya hamari wo jan na sake, Guzarishe hamari wo maan na sake, Kahte hai wo marne ke baad bhi yaad rakhege hamey, Jo jite ji hame "PÅHÇHAAÑ" na sakey..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Rasta Tut Gaya Magar Safar Baki He, Aaena Tut Gaya Par Nazar Baki He, Tum Humse Kitne Bhi Dur Raho, Par Tumhari Yaad Dil Me Hamesha Baki Hai.......!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Tumne sada sath nibhane ka vada tod dia, Beach rah mein mera sath bhi chor dia, Kehte the sath nibhayenge marte dum tak A-Sanam, Lekin adhe raste mein hi hume marne k liye chor dia.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • उल्फत का अक्सर यही दस्तूर होता हैं, जिसे चाहो वही अपने से दूर होता हैं, दिल टूटकर बिखरता हैं इस कदर जैसे, कोई काँच का खिलौना चूर-चूर होता हैं.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Kyun mili hame aisi saza? Kabhi ki nahi koi khata! Mout bhi nahi nasib hoti, Usne jate jate jine ki jo dedi dua! Bahut hi dard hota hai aye mere khuda!!!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Koi pyar karne wala agar dukh de, Or aapke aankho me aansu aa jaye, To is yakeen k saath aansu ponch lena ki, Ye haq b aap hi ne unhe dia hai.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Dil se roye magar hotho se muskra baithe, yoo hi ham kisi se wafa nibha baithe. Wo hamei ek lamha n de sake, jinke liye ham apni jindgi gawa baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Tu Kya Jane Kya Hai Tanhai, Is Tute Hue Dil Se Puch Kya Hai Judai, Bewfai Ka Ilzam Na De Zalim, Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad Nahi Aai
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Saat saat rhne ka unse WADA chaha tha... Main ne usay ZINDAGI se zayada chaha tha... DUA ki the K wo mera Saya ban k rhe.. Unhe CHORNE ka kb irada chaha tha...
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Chahte the jinhe unke dil badal gaye samandar gehre the sahil badal gaye Katal aisa hua tukdo me mera kabhi badle khanzar to kabhi katil badal gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Kitaabo me kehte hai phool todna mana hai Baagon me kehte hai phool todna mana hai Phoolon se keemti cheez hain dil Koyi nahi kehta ki dil todna mana hain…..!!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Dil k dard ko sabdo m dhala nahi gya. Gm k aanshu ko aankh se nikala nahi gya. Usne mujhe dard isliye diya kyoki...... Usse mera pyar sambhala nahi gya
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Darya Wafaon Ka Kabhi Rukta Nahi Mohabat Mein Insan Kabhi Jhukta Nahi Khamosh Hein Hum Unki Khushi K Liye Aur Wo Smajh Bethay Hein K Dil Humara Dukhta Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Ladte h dosto se par jeetna nhi chahte, dosto se kabhi bichadna nhi chahte. Haqikat h ki juda karegi jindgi 1din, par haqikat me hum wo din jeena nhi chahte..!!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS