• Categories
  • Broken Heart SMS   700
  • Tha koi jo mere dil ko zakham dy geya, Zindgi bhar jeeny ki Qasam dy geya, Lakhon phoolon me sy ek phool chuna tha main ny, Jo kanton sy b gehra zakham dey geya.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • कोई शब्द पकाता है, पर पेट नहीं भरता, कोई रोज हराता है अधिकार नहीं करता … मिट्टी की दुनिया में, रोटी की चाहत से, कोई रोज टूटता है आवाज नहीं करता …
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Even though, she hates me in every movement of life , but i love her with very seconds, not because she has broken my heart, but she as thought me to live with broken heart.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Badal gayi raah lekin hum khoye nahi, dard tha dil me par hum roye nahi, koi nahi hamara jo puche humse, jaag rahe ho kisi ke liye, ya kisi ke liye soye nahi!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Waqt To Hame Bhula Chuka Hai, Muqaddar Bhi Na Hame Bhula De. Pyar Ham Isliye Nahi Karte, Kyonki Darte Hain Kahi Fir Se Na Hame Rula De.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Bhar chuke hain sare jakhm bas Bewafi ka jakhm abhi baki hai, mit chuke hain sare Gam Bas Judai ka Gam abhi baki hai, bhula dia hai hamne us Beawafa ko apni yadon se, Bas Mohabbat ke nisan abhi baki hai.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Ehsaan kiya usne mujhe pyaar sikhakar, kya hoti hai chahat ye mujh ko batakar.. Judayi hota hai pyaar ka asli matlab, chhod diya mera saath bas itna batakar..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Koi Rulata Hai Koi Hasa Jata Hai Dil Me Rahane Wala Hi Dil Tod Jata Hai Bada Muskil Ho Jata Hai Bina Unke Jina Jab Koi Apna Bana Kar Akela Chhod Jata Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Meri zindagi mujhe yeh bata, Mujhe bhul kr tujhe kya mila.? Meri hasrato ka hisaab de, Dil tor kar tujhe kya mila….? Tere chaar din ke pyaar se, Mujhe umar bhar ka gum mila Main toot kar bikhar gaya, Mujhe tor kr tujhe kya mila..??
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Maine Usse Kaha.. "Chhod Do Ya Todh Do Mujhe.. Usne Hass K Mujhe Gale Lagaya Aur Kaha- "Chhod Rahi Hun Aaj Tumhe, Toot Tum Khud Jaoge..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • hansi ki rah me gum mile to kya kare, wafa ki rah me bewafa mile to kya kare, kaise bachaye ye jindgi dokhebajo se koi muskurakar dhokha de jaye to kya kare.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Fir Aake Chale Jaana Ek Bar Chale Aao.. Surat To Dikha Jao Ek Bar Chale Aao.. Tumko Mere Dil Ki Har Dharkan Bulaati Hai.. Kuch Meri Dharkan Sunn Lo Kuch Apni Suna Jao.. Ab Aur Na Sataao Mere Pas Aa Jao.. Kis Baat Pe Roothe Ho Itna To Bata Jao.. Kya Dil Ke Tadapne Ka Ehsaas Nahi Tumko.. Ab Jaan Pe Ban Aayi Ilaaz Chale Aao.. Chale Aao..!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Ji KaiSe SaKTe Hai TeRe BiN KHuSH KaiSe ReH SaKTe Hai TeRe BiN TuNe MuJHe BHuL K NaYi DuNiYa BaSa Li AuR HuM MuSKuRa V NHi SaKTe TeRe Bin
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Lamha Lamha saanse khatam ho rahi hai, Zndagi bhi maut ke pehlu mein so rahi hai, Us Bewafa se na poocho meri maut ki wajah. Woh toh bus zamaane ko dikhane ke liye ro rahi hai.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Humein izhaar karna nahi aaya… Unhe pyaar karna nahi aaya… Hum bas dekhte hi reh gaye… Aur waqt ko thamna nahi aaya… Woh chalte chalte itne door chale gaye… Humein rokna bhi nahi aaya…!!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Mohobat Ko Had Se Guzar To Jane Do Wo Samne Aayege Hame Biqhar To Jane Do Abhi Jinda Ho Me Aesas Nahi Unko Ro-roke Pukarege Hame Mar To Jane Do.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS