• Categories
  • Broken Heart SMS   700
  • प्यार वो हम को बेपनाह कर गये,फिर ज़िनदगीं में हम को, तन्नहा कर गये, चाहत थी उनके इश्क में,फ़नाह होने की, पर वो लौट कर आने को,भी मना कर गये..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • In Life We Love And Care Some People.. More Than Others.. But Many Times They Prove That We Have Only A Guest Role In Their Life..!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • KHUSHI se dil ko aabad karna GAM ko dil se aazad karna Bas itni gujaarish hai aapse ki ho sake to din mein ek baar yaad jaroor karna
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Vishwas Nahi To Rishta Bekaar.. Sugar Nahi To Coffe Bekaar.. Love Nahi To Life Bekaar.. Dream Nahi To Raat Bekaar.. Aur Aap Jaisa Yaar Nahi To Dosti Bekaar..!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • hansi ki rah me gum mile to kya kare, wafa ki rah me bewafa mile to kya kare, kaise bachaye ye jindgi dokhebajo se koi muskurakar dhokha de jaye to kya kare.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Basaaya Tha Dilme Unhe Ye Chahat Ki Baat Thi.. Wo Bewaffa Nikla Uski Fitrat Ki Baat Thi.. Waado Pe Unke Aaj Bhi Ji Rahe Hain Hum.. Hume Tha Unka Intezaar Ye Meri Aadat Ki Baat Thi.. Ruswaa Wo Kar Gaye Hume Poori Dunia Ke Saamne.. Hum Kuch Bhi Na Kar Sake Ye Meri Sharafat Ki Baat Thi.. Chaaha Humne Paaya Kisi Aur Ne Unhe.. Wo Mile Na Hume Ye Meri Kismat Ki Baat Thi.. Hamari Dastaan Sunn Ke Sara Jahan Rooya.. Sirf Hum Na Rooye Ye Meri Himmat Ki Baat Thi..!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Hoon To Khafa Us Se Per Janay Phir B Kiyn... . Na Chaah Kar Bhi Us Ko Chahna Acha Lagta Hai... . Haqeeqat Se Hoon Dhoor.. Ye Mujh Ko Hai Pata... . Per Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai... . Qaayel Nahi Main Ronay Ki Phir B Kabhi Kabhi... . Tanhai Main Kuch Dair Rona Acha Lagta Hai... . Tu Mera Tha Tu Mera Hai Tu Mera Rahay Ga... . Kuch Pal Is Khawab Mein Khona Acha Lagta Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Ladte h dosto se par jeetna nhi chahte, dosto se kabhi bichadna nhi chahte. Haqikat h ki juda karegi jindgi 1din, par haqikat me hum wo din jeena nhi chahte..!!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Tanhai Bhari Zindagi Ka Safar Mila, Na Sathi Na Humsafar Mila, Hm Diya Jalta Chhod Gye The Unke Liye, Jb Wapas Laute To Jalta Hua Ghar Mila.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Dil ka ameer, muqaddar ka gareeb tha Milkar bichadna mere naseeb tha Chahkar bhi kuch naa kar sake hum Ghar bhi jalta raha aur samundar bhi kareeb tha
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Wo Raat Dard Or Sitam Ki Raat Ho Hogi.. Jis Din Ruksat Unki, Baraat Hogi. Ye Soch Kr.. Aksar Nind Se Uth Jate He Ham.. Ki Ghero Ki Baahon Me Unki Saari Kaaynaat Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Fareb Tha Hassi Me Aashiqui Samajh Baithe, Maut Ko Hi Apni Zindagi Samajh Baithe, Waqt Ka Majak Tha Ya Badnaseebi Hamari, Unki Do Baaton Ko Chahat Samajh Baithe
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Shikwa Unhi Bhi Bahut Hai.. Gila Hume Bhi Kam Nahi.. Fark Hai To Sirf Itna.. Wo Kehne Se Kabi Chukte Nahi.. Aur Hume Kehne Ka Saahas Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Pathro Se Pyar Kiya Nadan The Hum Galti Hui Q K Insan The Hum Aaj Jinhe Nazre Milane Me Taklif Hoti Hai Kabhi Usi Sakas Ki Jaan The Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • kash woh nagme sunaye na hote aaj unko sunkar ye aansu aye na hote agar is tarha bhool jana hi tha to itni geherai se dil main samaye na hote.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • मौसम की तरह बदलना आता नही हमे, पर हम आप को बदल के दिखायेंगे, भले ही कितना मना लो हमे, अब हम ना लौट कर वापस आयेंगे.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Humein izhaar karna nahi aaya… Unhe pyaar karna nahi aaya… Hum bas dekhte hi reh gaye… Aur waqt ko thamna nahi aaya… Woh chalte chalte itne door chale gaye… Humein rokna bhi nahi aaya…!!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Kyu haste hai log rone k bad Jina padta hai Sab kuch khone k bad Socha aaj sabko apna akhri salam bhej du Kya pata kal meri subah na ho aaj sone k baad.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS