फितूरों से तो बेहतर है रहे दिल का ख़ाली
रहें ख़ामोश ही ये लब निकलनी हो जो ग़र गाली
डरती है उजाले से रात कितनी भी हो काली
जलाकर प्रेम का दीपक मनाएं अपनी दीवाली…
Aapko Diwali Mubarak Ho,
Aapki Diwali Mangalmaye Ho..
Kintu Parantu ..I know its 2 early
Bt I have thousands of beauties, hotties and smarties to wish...
So I thougnt to finish AunTies & UncLes 1st
Jagmag Jagmag Deep Jale,
Chaaro Taraf Roshni Aur
Patakho Ki Barsaat Ho..
Meri Dua Yahi Hai Ki Aapke
Honto Par Hamesha Muskaan
Hi Muskaan Ho..! Wish U Very
Very Happy Diwali 2013
Khub meete meete pakwan khaye,
sehat me char chand lagaye,
log to sirf chand par gaye hai
aap us se bhi upar jaye,
Diwali par hamari yahi hai shubhkamnaye..
Djsumit
aaj se aap ke yaha dhan ki barsat ho,
maa laxmi ka vas ho, sankatto ka nash ho
har dil par aapka raj ho,
unnati ka sar par taj ho
ghar me shanti ka vas ho
*HAPPY DIWALI*
May the warmth and splendor, that are a
part of this auspicious festival, fill your
life with happiness and bright cheer; and
bring to you joy and prosperity, for the whole year.
Warm wishes on this festival of Diwali!
SHER Chup Ker SHIKAR Nahi Kerte,
Apne Kabhi Khul Kr "VAR" Nahi Kerte,
"HUM" Wo "King Hain" Jo Happy Diwali Kehne Ke Liye..
3 Nov (Diwali K Din) Ka "INTEZAR" Nahi Kerte.
Happy Diwali.
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai.
* Happy Diwali *
Lamha-lamha Zindagi Gujar Jayegi,
Kuch Din Bad Diwali Aa Jayegi,
Abhi Se Hi Badhai Le Lo,
Warna Phir Ye Badhaiyan Aam Ho Jayegi.
Happy Diwali In Advance...
Ajay ingale
Chalo aaj fir ek deep jalaya jaye
Ruthe huye ko fir manaya jaye
Ponch kar aankho me chipi udasi ko
Jakhmo pe malham lagaya jaye
Pakad lo hath khele fir se,
Mohalle ka chakkar ek lagaya jaye
Bhul jaye gile-shikve sab purane
Aao milkar ye tyohar manaya jaye
Chalo aaj fir ek deep jalaya jaye
Wish you a very Happy Diwali
Dieting Karke Kya Fayda;
Ek Din To Sabne Marna Hai.
Char Din Ki Hai Zindagani;
Agle Janam Phir 3 Kilo Se Hi Shuru Karna Hai!
Eat, drink and be merry!
Happy Diwali!
I Pray to God to give U
Shanti,
Shakti,
Sampati,
Swarup,
Saiyam,
Saadgi,
Safalta,
Samridhi,
Sanskar,
Swaasth,
Sanmaan,
Saraswati,
aur SNEH.
SHUBH DIWALI…