Apni Taqdeer Ka Har Faisla
ALLAH K Haath Mein De Do
Us Se Dua To Karo Par Zid Na Karo
Kiyon Keh Jab Aap ALLAH Pe
Apni Zindagi Ka Har Faisla Chortey Ho
To ALLAH Bhi Wohi Karta Hai,
Jo Tumhari Khooshi Hoti Hai
Tum Apni Raza ALLAH Ki Raza Mein Dhoondo
Phir Dekhna Woh Kis Tarah
Apni Raza Tumhari Raza Mein Shaamil Karta Hai
Beshak ALLAH Sab Se Behtar
Sab Kuch Behtar Farmaney Wala Hai
May the magic of dis EID bring lots of happiness in ur life & may u celebrate it wid all ur close friendzzzzzz & may it fill ur HEART wid wonders*****(AAMIN)*****EID MUBARAKKKKKKKK*****
Be-Zabano Ko Jab Wo Zaban Deta Hai
Parhen Ko Phir Wo Quraan Deta Hai
Bakhshne Pe Aaye Jab Ummat k Gunaho’n Ko
Tohfey Mein Gunahgaro’n Ko “Ramzan” Deta Hai…
Sada haste raho jaise haste hai phul,
Duniya ki sare gam tmeh jaye bhul,
Charo taraf failao khushiyo ka geet,
Eisi umid ka sath Yaar tumhe...
MUBARAK ho EID
Eid…
A time for joy,
a time for togetherness,
a time to remember my blessings..
For me… it’s you!
May Allah Bless you &
Give u all the joy u bring to my life!
इतने दिन जो तूने खुदा की इबादत की है;
खुदा ने भी आज तुझपे जमकर रहमतें की हैं;
देने के लिए तुझे खुशियाँ इस जहान की;
ईद की आज ये मुबारक घडी आयी है।
ईद मुबारक!
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layeinge
Rakhna Sambhal k tum chand khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manaeinge!
****Eid Mubarak****
Kash hum ek SMS hoty
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar detay
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Hum app ki yaad main udas hain,
Bas app say milnay ki ass hay,
Chahay dost kitnay hi kion na hoon,
Mere liye tp app hi sab se khas hain
Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
Don’t open it for atleast 2 more day,
.
.
.
.
.
.
Mujhey pata tha aap say sabar kahan ho ga,
Happy EID Mubarak.
Yaad rakhna I’m the first 2 say u eid Mubarak !