Hope Love and Laugher,
warmth, wishes, joy and
a bouquet of Eid wishes, jubilations,
become a part of your Eid and Your Life.
Have a Happy Eid Mubarak.
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay
Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manain gay...
कहने को तुम्हें ईद मुबारक मैं आया हूँ;
तेरी ज़िंदगी से सारे गम चुराने आया हूँ;
आज के दिन जो मांगोगे खुशियाँ तुम;
वो रहे सदा तेरी ज़िंदगी में ये दुआ मांगने आया हूँ।
ईद मुबारक!
main ne chaha tujha Eid pee kuch paish karon
jiss main ehsas ki sub rang hon roshan roshan
jis main ankhon ki tarashe howe motti lakhon
jiss main shamil ho mere qalb ki dharkan dkharkan
_..::¨`•.¸* Eid Mubarak! *¸.•`¨::..
______.(¸.•*(¸.•*´ `*•.¸)*•.¸).______
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye
Is bahane se Eid ho jaye
Eid milne jo Aap aajayein
Meri b Eid, Eid ho jaye
Gulshan ko kar rahi Mo’attar Hawa-e-Eid
Aata nahi kuch Nazar kuch b Siwaye Eid
Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko
Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh,
Pehenlo aj sobse aacha sa koi Dress,
Doston ka sath aab chalo Ghumne,
Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne.
Tumko bhi EID MUBARAK
Aey Chaand . . . !
Jab Woh Teri Taraf Dekhein . . . !
Toh Unhein Kuch Yaad Dila Dena . . . !
Madhur Se Kuch Geet Sunana . . . !
Aur Kehna . . . !
Tunmhein Koi Yaad Karta Hai . . . !
Teri Aarzoo , , , !
Teri Umeed Karta Hai . . . !
Tumhein Daikh Ker Eid Karta Hai . . .*)
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layeinge
Rakhna Sambhal k tum chand khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manaeinge!
****Eid Mubarak****
Agar ALLAH nay eid-ul-azha k moky par apni sab sy
Piyari cheez ki qurbani krne ka hukam diya hota
Tu 1 din baad ap meri churi k neechay hotay
EID MUBARAK
Salammmmmzzzzzz!!!Phoolon ki har khili khushboo dey aap ko..........Suraj ki har kiran roshni dey aap ko..........Hum tou kuch deny kay qabil nahi..........Deny wala her khushi dey aap ko(AAMIN)EID MUBARAKKK
Best Beauty Tips
Honton Ki Khubsurti K Liye Darood,
Awaz Ki Khubsurti K Liye Tilawat E Quran
Ankhon Ki Khbsurti K Liye Allah Ki Yaad Me Nikley Hue Aansu,
Chehrey Ki Khbsurti K Liye Wuzu,
Dil Ki Khbsurti K Liye Allah Ka Khof,
Khud Azmyen Aur Unhen B Batayn
Jinhn Ap Khubsurat Dekhna Chahtey Hain…