Phool Ki Shuruvat Kali Se Hoti Hai,
Zindgi Ki Shuruvat Pyar Se Hoti Hai,
Pyar Ki Shuruvat Apno Se Hoti Hai,
Aur Apno Ki Shuruvat Aapse Hoti Hai.
Happy Ganesh Chaturthi ..
भगवान गणेश विघ्नहर्ता है और समस्त सुखों को प्रदान करने वाले है।
उनकी स्तुति साधकों की हर मनोकामना पूरी कर देती है ।
ऐसी मान्यता है कि हरित वर्ण का दूर्वा जिसमें अमृत तत्व का वास होता है.
Happy Ganesh Chaturthi.
Ganesh Ji Ka Roop Jag Me
Nirala Hai, Chehra Bhi Kitna
Pyaara Hai, Jise Bhi Aati
Hai Koi Museebat, Usey Enhi
Ne To Sambhala Hai.!!
Wish You To All
Happy Ganesh Chaturthi!!
Aap Ka Aur Khushiyon
Ka Janam Janam Ka Saath
Ho, Aapki Tarakki Ki
Har Kissi Ki Zabaan Par
Baat Ho, Jab Bhi Koi
Muskil Aaye, My Friend
Ganesha Aap Ke Saath Ho
Happy Ganesh Chaturthi!
Yeh Ganesha ji ki Murti hai.
Don’t worry, Forward nahi karna hai.
Bass Pooja kar ke…
.
.
.
.
.
.
MOBILE Visarjan kar Dena, Ganesha Chaturthi Shubh Ho Jayegi!
Ganesh Maharajki Jai… May Lord Ganesh removes all obstacles, and gives U happiness to you and your family and entire to the society. Happy Ganesh Chaturthi………