Radha ke rang aur Kanhaiya ki pichkari,
Pyaar ke rang se rang do duniya saari..
Ye rang na jaane koi majhab na boli,
Mubarak ho aapko khushiyo bhari holi..
HAPPY HOLI.
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
रंगों के त्यौहार में, सभी रंगों की हो भरमार; ढेर सारी खुशियों से भरा हो आपका संसार; यही दुआ है हमारी भगवान से हर बार; मुबारक हो आपको होली:fire: का यह त्यौहार। होली मुबारक!:fire::fire::fire:
Phool khilte rahein zindagi ki rah mei,
Hasi chamakti rahi aap ki nigaah mei,
Kadam kadam par mile khusi ki bhaar aapko,
Dil deta hai yehi dua baar baar aaapko….`
Rango se tann mann bhigati hai Pichkaari se rang barsaati hai Bhabhi, saali se rang dalwaati hai Holi aati gale lagati hai Aakar sab ko rango se nahelati hai Mang me umang jivan me josh bhar jati hai…
Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana. Lagne lagenge tumhe suhane sare rang, Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang. Bolo sarararara.. Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!
Blue Is Song:musical_score:; Yellow Is Music:violin:; Green Is Dance:lifter:; Red Is Beauty:blossom:; White Is Love:two_hearts:; And Pink Is For Joy; I Wish All These Colours; May Fall On You And Your Family. "HAPPY HOLI"!:fire::fire::fire: