Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari…
Aishwarya k sath holi me Aish kare.
Mallika Sherawat k sath holi me sharart kare.
Rani mukerji apki holi k rang ko Rangin kare.
Humari nazar na lage apki ragin Rango ko
islye Kajol apni aakho k kajal se apki nazar utaare aisi humari HOLI ki subhkamna.
Saade rang ko galti se aap naa kora samjho,
Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang,
Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki,
To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki,
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Holi ka rang to kuch palo me dhul jayega
Dosti aur pyaar ka rang nahi dhul payega
Yahi toh aasli rang hain zindagi ke,
Jitna rangoge utna hi gehra hota jayega